Nitu: Pranam swamiji!! Kya period k 4th day jaane anjaane me yadi koi girl shiv mandir me jaa k puja kar le toh use kya paap lagta hai aur uska kya prayahaschit karne se wo paap kat jata hai.mujhe is sawal ka jawab kahin nahi mil raha.swamiji kripa kar k is uljhan se...
A K Kashyap: Swami ji namastay. Lekin swami ji ye bhi to ek dum satya hai ki aakash ki koi seema nahi hai or jiski seema nahi usse pare ki baat karna hi niradhaar hai? Swami Ram Swarup: Namaste ji. Bhautik akaash kee seema hotee hai. Parantu Ishwar kee koi seema nahi...
Raju: Swamiji, hamare rishimuniyone kamasutra jaisi book kyun likhi? Usme kaise polygamy maintain ki jaayein,doosro ki biwi ko kaise seduce kiya jaaye,polygamy karne kasandesh,vyeshyaon tak ki baatein ki hai ..aisibaatein likhne ka kya udesshya tha rishivatsayan...
Rishi: Guruji, Apke pass agar diabetes ka koi ilaz ho to batayen. Jis se ye rog puri tarah se thik ho jae. Please help me. OM. Swami Ram Swarup: My blessings to you, my son. Rishi beta, mere paas diabetes ka koi ilaaj nahi hai. Aapko allopathy doctors se hee advise...
Jatin: Pranam swamiji, vedon ke anusar yug ko chaar yugon mein vibhajit kiya hai.aisa kyon hai? Kya in chaar yugon ki kuch visheshtayen hain. Aur acharya ji sri ram chandra ji ka janm isi 28th chaturyugi treta yug mein hua tha? Swami Ram Swarup: My blessings to you....
Kunal: Swamiji, sadar charan sparsh, swamiji yeh yajurveda taittiriya samhita kya hai? mkya yeh yajurved se alag hai? Swami Ram Swarup: My blessings to you. Yajurved Taiterreeya samhita mein Yajurved ke hee mantra hain. Kunal: Aur swamiji yeh yajurved vajasaneyi...
Rashmi: Pujya Guruji Maharaaj, Pranaam and charan sparsh, Guruji maharaaj with your guidance and blessings we are fine. Our visit to your ashram in Dec was like reliving in past. We have come back to mumbai in Jan. But i was busy in completing my submissions for my...
Gaurav: Sir main ye janna chahta hu ki maha mritunjay mantra ka jaap ek din me kitni bar krna chahiye 108 bar ya 1008 bar? Swami Ram Swarup: Mantra mein “Vyam Yajamahe” pad aate hain jiska arth hai, Hey Prabhu! Hum tera Yajyen karte hain. Yajyen ka arth hai mata,...
Raju: Namastey swamiji,main aapke dwara likhi pustak brahmchaya ek dukh nivarak ,padh raha hu… swamiji mujhe ek confusion hai.. swamiji jab do unmarried log aapas mein shareerik sambandh banatey hai toh ussey english mein fonication kehtay hai, aur jab koi...
Harish: Pranam swamiji! Please give translation of atharvaved 6/101/3. Swami Ram Swarup: My blessings to you. “Aaham tanomi te paso adhi jyamiv dhanvani. Kramasvarshiv rohitamanvaglaayata sadaa.” (Atharvaved mantra 6/101/3) In this mantra, God says that Oh!devotee...