Harsh: Swamiji, jaise adi shakarchrya ne kai bhasya likhe hai upanishads pe ,kya unhone vedo k bhasya likhe hai? aur jobhi unhonekitaabi likhi kya wohvedok anukool hai yaphir jaise manu smirti mein adulteration hai unme bhi hai..swamiji ekkahanihaikiekbaar woh apna sareer tyaag kar doosre saree mein chale gaye the yeh pata.karne ki kaam tripti kya hotihai kya yeh sach hai? Swamiji shankarchya ne auraton ko vedic chant karnese mana kyu kiya hai? Swamiji shakarchya adwaitwaad ke samarthak the, par ek aur mahaan rishi themadhavacrya jo dwaitwaad vedaant ksamarthak the..kaun sahi hai? kya dono approach sahi hai?
Swami Ram Swarup: Adi Guru Shankaracharyaji, poornna roop se vedon ke smarthak, gyani mahapurush they. Unhonein hee chaar dhaam kee rachna kee thee. Vartamaan ke Shankaracharyaji vedon ko bhi maante hain aur moorti Pooja ko bhi vishesh sthan dete hain. Yeh unka apna mat hai jiska virodh nahi kiya ja sakta. Han! vedon mein kewal ek nirakar, Sarvashaktimaan, Sarvavyapak Parmeshwar jo Srishti kee rachna, palna aur Pralaye karta hai, Jo shareer rahit hone ke karann janam-mrityu mein athwa karma bandhan mein nahi aata, uskee hee Pooja ka vidhan hai, jise Swami Dayanand Saraswati ne apnee pustakon mein theek-theek samjhaya hai. Doosra, aapne jo Swami Madhavacharya ji ke vishey mein poocha hai, weh aapne swayam hee spasht kar diya hai ki weh dwaitvadi they jabki vedon mein traitwad pramanik kaha gaya hai arthat Parmatma, jeevatmayein aur jad prakriti. In this regard, I paste my article as under-
Three eternal and everlasting matters:-

Several persons explain its meaning that there is only on God and nothing else i.e., except God there is nothing. They tell that there is neither prakriti nor soul and not even the creation which is being seen. Learned of Vedas do not accept it.

Eternal knowledge of Vedas which emanates direct from God only preaches “Traitvad”. In Traitwad, there exist three matters:

(1) God(Ishwar)
(2) Souls( Jeev)
(3) Prakriti(Prakriti)

God and souls are alive whereas Prakriti is non-alive matter.

From Prakriti, all the matters of universe are created. But neither from God nor soul any matter is created. Soul can never be God being unchangeable and God can also never be soul being unchangeable. Soul due to the attraction towards prakriti is indulged in illusion and forgets his original form of immortal peace, purity etc. and has to face the birth and death again and again.

But Almighty being the commander of the souls and prakriti, is never attracted towards prakriti. He always remains purified. So, God cannot forget his original form and is never indulged in any kind of illusion. Therefore, everything like tree, tube light, stone, electric fan are made of prakriti and hence can never be God.

So, the meaning of Eko Brahma Dweetya na Asti will be, there is only one God equivalent to whom no other God exists. Besides this, Yajurveda mantra 27/36 states-‘Na Jataha Na janishyate’ i.e., there is only one Formless, Almighty, immortal God and equivalent to this, neither any other God was born, nor shall be born.