Vijay: आदरणीय स्वामी जी , नमस्ते , स्वामी जी मैंने आप से प्रश्न किया था की इश्वर का रहने का स्थान किया है! वास्तविकता में यह प्रश्न मुझ से मेरे एक मित्र ने किया था , उसका कहना था की जिस प्रकार सूर्य एक स्थान पर उपस्थित होकर हर स्थान पर अपनी रौशनी पहुंचाता है उसी प्रकार इश्वर ब्रह्माण्ड से दूर एक स्थान पर स्थित हो प्रत्येक स्थान पर अपना प्रभाव रखते हैं ! उसके प्रश्न के उत्तर में मैंने कहा की जो वस्तू एक स्थान पर स्थित हुई वह प्रत्येक स्थान पर अपना प्रभाव नहीं पहुंचा सकती या उसके प्रभाव को रोका जा सकता है ! जैसे की किसी गुफा में या किसी बंद कमरे में सूर्य का प्रकाश नहीं पहुँच सकता ! स्वामी जी मेरे उत्तर से वो कोई और
प्रश्न तो नहीं कर पाया पर इसके समर्थन में उसने वेद का कोई प्रमाण मांग लिया ! स्वामी जी मैंने तो उत्तर तर्क के आधार पर दे दिया पर मुझे नहीं पता की वेद इस विषय पर क्या कहता है ! इसलिए आप से आग्रह है की इस विषय पर वेद के प्रमाण द्वारा हमारा मार्ग दर्शन कर हमारा कल्याण करें ! आपकी अति कृपा होगी ! धन्यवाद
Swami Ram Swarup: Namasteji. Yeh baat Ved ke khilaf hai ki Ishwar Brahmand se door ek sthan par sthit hokar pratyek sthan par apna prabhav rakhte hain, aur bilkul asatya hai. Vedon mein Ishwar ka ek swabhavik gunn (natural quality) kaha hai. Weh swabhavik gunn hai sarvavyapak hona (omnipresent). Jo parmeshwar sarvavyapak hai weh brahmand se door rehkar apnee kirnnein kaise phenk sakta hai. Aur bhi gehrai se socho ki surya ki kirnnein jab surya se nikaltee hain (surya ke bilkul paas hain) tub to uskee roshnee bahut zyada tez hotee hai. Lekin prithvi par aate-aate roshnee (power) bilkul ghat jaatee hai. To agar jhoot bhi maan lein ki Ishwar Brahmand se door ek sthan par sthir/still hokar pratyek sthan par apna prabhav rakhte hain to prithvi par aate-aate to Ishwar ki Power ghat jayegi jo ki bilkul namumkin hai aur ved-shastron mein aisa kabhi kaha bhi nahin. Aur yeh baat bhi theek hai ki jo vastu ek jagah hogi woo doosree jagah nahin ho saktee aur na hee uska prabhav kisi aur jagah hoga. Yeh alaukik gunn kewal parmatma ka hee hai ki woh ek jagah he nahin hai balki sab jagah ek se prabhav aur shakti ityaadi wala hai.

Yajurveda mantra 40/1 kehta hai-

“OM ISHAVASYAM IDAM SARVAM YAT KINCH JAGATYAM JAGAT TEN TYAKTEN BHOONJEETHA MA GRIDHA KASYASVIT DHANNAM.”

Arth- Mantra mein do jagat kahe hain- ek hai chetan jagat jismein chetan jeevatmayen aati hain. Doosra hai, Prakriti se bana jad jagat jismein surya, chandrma, jal, akash, hamaare shareer, ped, podhey aadi aate hain. Mantra kehta hai- “Idam Ishavasyam’ arthat yahaan (in dono jagat mein) parmeshwar basaa hua hai. Issi Ved ke mantra 40/8 mein kaha “Sa Paryagaat” arthat weh sub jagah hai. Rigveda mandal 10, sukta 129 mein varnnan hai ki Ishwar ne sansaar racha aur usey dharnna kiya.

Taiteeryopnishad Brahmanand valli sixth anuvaak mein bhee kaha –

“Tat Srishtava tat Vaanu Pravishat” arthat Ishwar ne is sansaar ko racha aur rachna ke baad uske kann-kann mein samaa gaya.

Hamein yahaan yeh bhi samajh leina chahiye ki ved Ishwar se utpann gyan hai. Yeh gyan kisi Rishi-Muni ya aadmi ne nahin likha hai. Isliye, poore is sansaar mein kewal satya wahi hai jo vedon mein kaha hai aur jo vedon mein nahin kaha hai balki koi bhi keh raha hai weh jhoot hai.

Aap ko mera ashirwad.

Kiran: Namaste yogacharya charna sparsh. IS VEDAS’ ADVISE THAT WE SHOULD MAKE ALL SINCERE EFFORTS TO KNOW & UNDERSTAND HIM BUT AVOID ANALYSING HIM. HE IS BEYOND HUMAN ANALYSIS WE SHOULD NEVER FORGET OUR SIZE, CAPACITY, FITNESS, LIMITATIONS & ABILITY TO EXAMINE ALMIGHTY GOD. SINCE HE HAS NO FORM & IS PERFECT. SO HE CAN’T BE COMPARED. HE IS BEYOND ANY CATEGORY AS HE CAN’T BE EXPLAINED IN TERMS OF QUALITY, QUANTITY, COLOUR OR DIMENSION. HE IS OWN SELF.
Swami Ram Swarup: My blessings to you. Yes, Ved advises to worship Almighty, formless, omnipresent God with the main motto of the life to realise Him. No doubt, His qualities are unlimited and all His qualities cannot be known but Vedas further state that it is a duty of a person to listen/study four Vedas to follow its path of doing daily Yajyen/havan, name jaap and hard practice of Ashtang Yoga while discharging all moral duties. By doing all this, one should know the maximum divine qualities of God which are mentioned in Vedas. For example- Vedas state that God is omnipresent, He is everywhere, He is Almighty, does not take avtar, He is Formless. He is the purest and does not face the result of any deeds etc. He creates, nurses and destroys the universe etc. However, God is beyond calculation, beyond imagination and beyond description.