GP: Pranam Swamiji, Could you please illustrate the meaning of the shloka no (4.5.4)from Rigveda Regards Gopal Popati
Swami Ram Swarup: My blessings to you. Rigveda mantra 4/5/4 is as under –
“PRA TAAN AGNIRBABHASTIIGMAJAMBHASTAPISHTHAN SHOCHISHA YAHA SURADHAHA,
PRA YE MINANTI VARUNSYA DHAAM PRIYA MITRASYA CHETATO DHRUVANNI.”
Meaning :-
(Yah) the (Agnihi Tigmajambhaha) the fire makes the matter dull i.e., the burning fire burns all the matter (YEH) Similarly, those persons like the fire (TAPISHTHEIN SHOCHISHA) with acute power and strength (SURADHA) having the best wealth (CHETATAHA) dignitaries who awaken us, those (VARUNASYA MITRASYA ) like the best friends (PRIYA) beautiful (DHRUVANNI)firm (DHAAM) birth place (PRA MINANTI) destroys (TAAN PRABABHASAT) people, who ignores and destroys them i.e., such people are only able to make others happy.
Idea- Idea of the mantra is fire burns all the matters put in it, similarly the person who destroys such selfish persons who are only after the destruction of happiness of other people, he deserves to be praised.
L: Pranam Swamiji! Mai roj subah bhagavanaji ki pure manase pooja karati hoon. Pooja se pahale kuchh khati nahi hoon. Maine aaj tak jo bhi karma kiye hai poore sachche mann se kiye hai. Mujhe aapke sujhava ki badi avashakata hai. Mera vivah varsh 2007 me hua tha. Shaadi se pahale mai kisi aur ko pasand karati thi. Par mere mata-pita hamari shaadi ke haan nahi kahenge yeh soch kar maine unase kuchh nahi kaha. Aur unhone jo ladaka mere liye choona tha usase maine shaadi karali. Aaj meri shaadi ko dhaai varsh ho chuke hai. Mai apane pati ki bahot respect karati hoon aur bahot pasand karati hoon. Par mai unase prem nahi karati. Aaj bhi mera mann uss ladke paas jane ka mann karata hai. aur voh bhi meri pratiksha kar raha hai. mera meri grahasthi me mann nahi lagata. Mujhe lagata hai ki mai apane pati ko dhoka de rahi hoon. Mujhe lagata hai ki mai apane pati se sab kuchhh sach-sach bata doo. Mai is tarah apana jeevan nahi jee sakati.Meri sahayata kijiye Swamiji. Mujhe bataiye ki mujhe kya karana chahiye.
Swami Ram Swarup: My blessings to you, my daughter. Yeh khushi ki baat hai ki aap purey mann se Ishwar kee pooja karti hain. Parantu ishwar ka niyam bhi hum dhyan mein rakhein ki Ishwar kee pooja ved mein kahee anusaar honee chahiye tabhi Ishwar jaldi se jaldi kripa karte hain. Ved ka gyan koi vidwan guru hee deita hai. Isliye mein advise karoonga ki aap sthaneeye vedon ke samajhne wale vidwan se discuss karein. Sankalp mein yeh hai ki aap ko roz kam se kam gayatri mantra ka path karna chahiye aur roz gayatri mantra se hee havan karna chahiye.
Isliye jo bhi karma kiya aapney, ho sakta hai ki weh Vedon ke anusaar nah on, toh aisey karmon ko Ishwar achcha nahin manta. Isliye beti aap meri ek pustak- Vedic satsang sangrah, kam se kam pado. Aap ka pataa milne par weh pustak bhej dee jayegi yadi aap chahte ho to.
Dekho beta jo kanya kaal mein karma hota hai, weh shadi shuda nari ko hamesha-hamesha ke liye bhool jaana chahiye nahin to yeh bahut bada paap hoga aur grihasta jeevan kabhi sukhee nahin hoga. Na bhoolne ka karann zyadatar kanyakaal mein ladke se sunee methi-methi jhootee batein hotee hain jo aaj kal ke grihastha mein pati aisee jhootee batein nahin kar pata, usey apni grihasti chalani hoti hai. Aap meri baat gaur se suno. Kee yadi tumhari shadi us ladke se ho jaati (jo ab tumahare liye sochna bhi paap hai) to tum uske saath bahut hee zyada dukh uthati kyunki kanya-kaal kee weh methi jhootee batein sharirik prem karne ke karann hoti hain jo shadi ke baad dheerey-dheerey puree tarah khatam ho jaati hain aur krodh, chinta, shak, bimari aadi aa ghertee hain, Isliye mein tumeinhe sach kehta hoon ki tumhara pati hee tumeinhe krodh aadi karne ke baad bhi sukhi rakhe ga aur koi nahin rakh sakta.
Kanyakaal mein raha who ladka bhi aap ko saat janam tak manzoor nahin kareiga aur agar kareiga bhi to tabahee ke liye hee kareiga. Aap beti sambhalo aur apna Grihastha sambhalo. Aur agar aap ko apne peron par kulhari maarnee hai aur zamane mein apnee aur maa-baap kee baizatee karanee hai, ghar ko phookanaa hai to tum apnee marzi kee malik ho, jo paap karna hai karo.
Anonymous: Pranam, Guruji. Charan Sparsh After coming back from Ved Mandir, I have sent three mails but have not yet received reply of the same. Guruji, I know you have very busy schedule at present but kindly request if you can reply at your convenient time. Again my thanks and regards to all at Ved Mandir and my charan sparsh to you. Pranam.
Swami Ram Swarup: My dear son, Bipin, my blessings to you. We all remember you due to your good behavior and your quest towards spiritual knowledge of Vedas. I have already replied your questions. However if the same have not been received please sent the same again.