Pawan: Guru je main madira bahut leta hun kis karn bahut parisan rehta hu samaj me bhi izzat nahi ragi na he ghar me..
Swami Ram Swarup: Madira lena paap hai. Isliye aap samajhdaar hain, isliye yeh paap karma aaj se hee chhod dein nahi to paap bad jayega aur aage-aage bahut zyada kasht uthana padega kyunki paap ka phal to Ishwar sadaa dukh ke hee roop mein deta hai.

Isliye apnee izzat ko dubara banane ke liye, meri aapko yeh advise hai ki aaj se aur abhi se hee sharaab peena chhod do. Ya apna rehabilitation centre mein ilaaj karao.

Dave: Dear swamiji pranam! Swamiji I know all 4 ved are ishwar s truth. But swamiji yajurved 39/6 mantra is said to have symbolic meaning rather than literal. What do you think ?
Swamiji meh aapse bahut pyaar karta hoon aur bhagwan ka thankful hoon ke aap jaise guru mere life mein hain
Swami Ram Swarup: My blessings to you. Every ved mantra has its two types of meanings:-

(1) Parmarthik [salvation] (2)Vyavhaarik [conduct/practical/dealing]

So, Yajurved mantra 39/6 has also its two meanings- first to deal with conduct/practical dealing. Second- salvation.

If you learn the mantra that soul when leaves the body wanders and after twelve days gets another body according to deeds then it comes in general meaning and applies to ordinary person and when a devotee learns Yajurved and other vedas and knows about soul and its qualities etc., and motto of getting human life then the devotee follows vedic path and after all attains salvation.

Suvrat: Pranam guruji, abhi abhi hum post office sey jaake aaye hein. ” Veidic Pravachan Sangrah Bhag 1 ” namak pustak humko Prapt huwa hai. Humney vishay suchi dekha hai, bohot hi rochak aur preranadayak evam pavitra jyan se yukt hai yah pustak. Hum bohot anandit hai. Guruji apna ashish hum par banaye rakhna, punah apke charano mey shat shat naman. Apka shishya Suvrat
Swami Ram Swarup: My blessings to you all, my son.