Subodh: Namaste, I want to study veda-vedanta in supervision of guru in Hindi or Sanskrit with fully residential program. Please mail me soon. Hari om.
Swami Ram Swarup: Namasteji. You are advised to contact any Arya Samaj local mandir to get advice or you can come here to me.

Jignesh: Shradh ke leye jyada se jyada uttam din konsha hota he?
Swami Ram Swarup: Shradh is not mentioned in Vedas. Learned do not accept it, being against the Vedas-Shastras. However, if you want to do, you can do it at your own accord. I paste my article on Shradh below-

Shradh

The alive parents are to be served faithfully. Everybody knows that a person who is alive takes food, water, puts on clothes etc. After death body is burnt. Now how the parents will be able to take food. They according to the karmas get next birth too. So shradh is against the Vedas’ philosophy.

teenager: Namaste swami ji, jab mahabharat mein hi bahut si milaavat hai to bhagavad.geeta mein bhi milaavat hogi. To use poora kyun manen? Mahabharat mein yuddh ke beech mein itna samay kaise mila?
Swami Ram Swarup: Namasteji. In milavaton ko samajhane ke liye hee to zinda, vedon aur yog vidya ko jaaneane wale guru ke aavashyakta hoti hai. Maine Bhagwad Geeta ke do parts likhe hain. Agar aap chahein to weh manga sakte hain aur mahabharat ke sachchey shloka ki kitaab hindi vyakhya sahit aapko M/s. Vijay Kumar Hassanand, Nai Sadak, Delhi 110006
se milegee. I also paste my answer in this regard –

Dono sena ka beech me khade hokar kavita ke roop mein eighteen chapters ka gyan koi bhi nahin de sakta. Issey yeh siddh hota hai ki Mahabharat Granth ka Bheesham Parv, Mahabharat yuddh ke baad hee, yuddh hone ki sari sthiti ko samajh kar hee likha gaya hai.

Han, Geeta mein kaha Viraat Roop ka darshan to koi Yogi apne yog bal ke adhar par hee dikha sakta hai jo ki Sri Krishna Maharaj ne Arjun ko dikhaya.