Devyani: Koti Koti, Pranaam MAHARAJI, Aap Kaise h BABAJI. ISHWAR se yahi prathana karti hu ki aap jaldi se thik ho jaye.Meri AAP se aur ISHWAR se yahi Vinathi h ki mein hamesha AAP ke Charno me rahu. MHARAJI AAP ki kripa aur ashirwad se, muje mere Company mein (HCL) Best performer of the quater for April, May and June ka award aur certificate mila. Mein aaj jo bhi hu jitna bhi naam kamaya srif aur srif aap ke Kripa aur ashirwad se h. Aur ye jo certificate mila srif aap ke Kripa se h. Hum sab ke traif se Koti Koti Pranaam MAHARAJI. Thank you very very much for being always with me, and our family.
Swami Ram Swarup: My dear daughter, my blessings to you. Now, I am feeling better. I am happy to listen about your award. I also bless and congratulate you for the same. Convey my blessings to all members of your family.

Gaurang: Why statue of snake made on Aachmani?
Swami Ram Swarup: To make statue on Aachmani is not a tradition and is not mentioned in Vedas, shastras etc., and even is not a custom. Anybody can make it at his own accord.

Dave: Dear swamiji pranam! Swamiji please can translate and give the meaning of Rigved mandal 10, sukta 129 please? thanking you.
Swami Ram Swarup: My heartiest blessings to you. Dear son, I am at present out of station and has not kept Rigved with me. The above Rigved sukt pertains to creation and destruction of universe. So, please send this question in the last week of November, 2014, and then I shall send you its full meanings. I appreciate your vedic views and to know about above sukt which is very much needed and important in life.

S: Hamare bahut karz ho rakha hai iss wajah she mere husband bahut tention mein rahate hai.
Swami Ram Swarup: Karza achhi baat nahin hai. Yeh chinta aur tension lagay rakhta hai. Isliye sab se pehle chinta, tension chhodkar income badhane ke liye hard-work karna zaroori hai. Doosra, hum apni zaroorton ko kum kar dein to kharcha kum hoga.