Anupam: गुरुजी सादर प्रणाम।गुरुजी मैंने देखा है कि कई लोग कुछ कार्य ऐसे करते है कि इस काम से जो धन प्राप्त होगा उसे वह लोगो की सहायता मे लगाएंगे।जैसे मेरे एक परिचित साँई संध्या का आयोजन कर भजन गाते है व उससे प्राप्त धन को विकलांगो की सहायतार्थ देते है।आपके दिए ज्ञान से मुझे समझ आता है कि ईश्वर निराकार है लेकिन आज तो सबके अपने इष्ट है तो क्या ऐसा करके कमाए धन द्वारा दूसरे की सहायता मे देना भी शुभ दान ही होगा।

Swami Ram Swarup: Blessings beti. Aap us bhajan gaane wale se to kuchh na kahe kyunki jitna marzi usey samjhayengey uskee samajh mein vedic gyan itnee jaldee nahi aayega aur ho sakta hai kabhi bhi samajh mein na aaye kyunki gyan adhikaree ko diya jaata hai. Han! Agar vedic gyan mein woh interest le to zaroor aap usey vedon ka gyan sunaa saktee hain. Agar woh bhajan etc., gaakar sahi mayane mein viklaango ko dhan deta hai to viklaango kee madad karna koi galat baat nahi hai. Parantu yahan ved kai prashan uthata hai ki daan adhikaree ko hee diya jaata hai aur kewal pet bharne ke liye to grinhasti log bhi dhan kamaate hain. Yadi grihasth mein vedic Pooja nahi hai, Ishwar ke naam ka smaran aadi nahi hai to kewal pet bharne ke liye, indriyon ka sukh uthane ke liye jo dhan kamaaya jaata hai, weh paap hai. Ishwar ne manushya ka shareer dharamacharann ke liye diya hai aur ved marg par chalna hamaara dharma hai. han! Ek baat hai-, Atharvaved mein kaha hai ki-

“Prachodayantaam Paavmaani dwijanaam” arthat Hey! Vedmata, tu kewal dwijon kee buddhi mein gyan ka prakaash kartee hai aur unkee hee buddhi aur mann ko shudh kartee hai. Dwij usko kehte hain diksha lekar jinka doosra adhyaatmik janam ho gaya ho.

Binita: My yum ka diya got extinguished ie. Off ho gaya while taking it out.. i again stated begining again it got off thn i again lghted it and stated frm where it got off and placed it outside my house.
Swami Ram Swarup: When an aspirant tries to know the unlimited divine qualities of Almighty God then he also learns that God is Himself a form of divine light and that light never extinguishes. That light is eternal and everlasting. That light has also given light to sun, moon etc. So, Vedas and learned of Vedas state that we have to worship God who is form of light. Therefore, vedas never preach to light a diya for God. If your diya has extinguished then according to vedas, it does not matter.