Heena: Guruji pranam.muje yah janana hai ki balak janam leta hai bad me uski janam kudli nikal te hai usme uski yoni ki ja.kari hoti hai to yah kaise pata chelta hai ki vah manusya yoni ka hai ki kisi dusari yoni ka. Guruji parnam me aapki krupa se havan karti hu or nam smara. bhi karti hu lekin me dhyan me bethati hu tab mera man dusri or hi jata hai me bahu bar man ko dhayan me laga ne ki ki kosis karti hu per ekagrah nahi ker pati hu to mera marg darsan kare aapki krupase.
Swami Ram Swarup: My blessings to you, my daughter. Janam Kundli, yeh sab kuch vedon mein nahin kaha gaya hai, isliye pramannik na honey ke karann vidwan isey jhoot maante hain. Beti, yeh vedon-shastron mein spasht kaha gaya hai ki har sadhna karney waley ko ved evam yog vidya ke gyata se gyan leikar rozana uska abhyas karna chahiye. Isliye mujhe khushi hai ki aap roz havan karte ho aur Ishwar ke naam ka jaap kartee ho. Bus ab aapko itna zaroor karna hai ki jub dhyan mein baitho, agya-chakra par dhyan lagao aur jab dhyan kahin aur jaata hai toh usey phir vahaan se hataa kar wapis agya- chakra par lagao. Yeh abhyas jub aap dono time rozana karogey to ek din aapka dhyan agyachakra par sthir (stable) ho jayega. Doosra, dhyan lagane ke liye aapko do-teen tarah ke prannayam seekhne chahiye. Yeh aapko dhyan lagane mein bahut zyada madad kareingey.

Astrologers robbing the country

Vedas are divine light to finish the illusion/darkness. In Vedas, there is no place for blind faith, Corruption, teaching etc. For example- Yajurveda Mantra 7/48 states that human being is free to do pious or unpious deeds, but result in the shape of happiness and sorrows will be awarded by God. The said law has been mentioned in all Vedas. Secondly, not a single word of present astrology is mentioned in Vedas, like, palmistry, Janam-patri, worship of sun, moon, non-alive matters, worship of planetry bodies(nav-graha poojan), Teva, kaal Sarp yog, vastu shastra, Mangalik dosh, Pitri Dosh, Mahoorat to do marriage or any deed, to tally gunn of bride and bridegroom (would be) etc.

Yog shastra sutra 1/7 states that Vedas are our self-proof. So the matters which are not mentioned in Vedas are not considered authentic by learned and therefore such matters are considered as false matters. But it is a great problem that most of the saints have spread the illusion by saying that the study of Vedas or performing of Yajyen is not required. Hence the illusion, please.

Yes, nowadays media is a great source to spread truth or illusion. But it requires financial aspects. Rigveda time and again states that give respect to the learned Acharya only and never respect such gurus who are against the Vedas and Ashtang Yoga philosophy. Again Vedas tell that donate the money, food grains, clothes etc., to a needy or a deserving Rishis/Munis/Learned otherwise the donation will go in vain. But problem is this that such knowledge of right donation is also attained after listening Vedas carefully but as I have stated above, the so called Gurus have misled the people in this matter. So the people mostly donate to false prophets who have become powerful financially as well as in making contacts with higher officials, industrialists etc. So, the Tapasvi is not able to spend money on T.V channels etc. because a Tapasvi never collects money unnecessarily or more than the requirement.

Secondly, in Vedas as well as shloka 2/55,68 of Bhagwad Geeta states that the Tapasvi/Yogi/Rishi has actually no desire of his own but the senses, perceptions and mind do deeds based on their nature. And the yogi (soul) always remains in merriment duly indulged in Almighty God. That is why in Upanishads, Shastras, Mahabharat, Valmiki Ramayan etc., it is seen that such Yogis were compelled by public to come to their residence to perform Yajyen or to preach them. For-example Dashrath invited Shringi Rishi, Shweti Raja invited Rakya Muni, King Janmeje invited Rishi Jad Bharat etc. Sri Ram and Bharat went to jungle and had Darshan of Agastha Rishi etc., etc. But nowadays, due to lack of tapasya the so called saints themselves go door to door and arrange their so called religious functions and arrange huge gathering and deliver their lecture and through these functions they reap financial benefit.

Indra Jeet: Kya indulgence karne se sharir ashuddh hota hai?
Swami Ram Swarup: Gande kamon mein, gande vicharon mein, vishaye vikaron mein indulge hone se shareer ashuddh ho jataa hai.

Manishankar: Sir pranam. Aaj ke dour me pavitrata ka palan kaise kare jab har chij apavitra ho gayi hai. Thanks
Swami Ram Swarup: My blessings to you. Kisi bhi target ko pane ke liye mehnut karna zaroori hai. Pavitrta do kism kee hotee hai- Ek shareer aur mann buddhi kee, doosree atmosphere (vatavarann) kee, ann, jal ityadi kee. Shareer kee pavitrata nitya sanaan karney, nirog rehney ka prayatna karne se hotee hai aur mann-buddhi kee pavitrata Yajyen karma aur yogabhyas karne se hotee hai. Nitya Yajyen karne se vatavarann bhi shudh hota hai. Ghar, vastra, bhojan ko shuddh rakhne ke liye hamesha khud hee dhyan karna aur karma karna padta hai. Ab rahi milawat, to milawat ke bare mein pura desh hee pareshan hai. Har cheez mein milawat ho rahee hai. Hum shareer, mann, buddhi aur vatavarann, makaan aadi ko shudh karne kee koshish karein hee, aagey vastu mein milawat ke liye hamaree sarkar bhi pareshann hai aur weh samay-samay par action leitee rehtee hai. Isey zyada kya kahein, sabhi helpless hain.