Prahlad: Namaste guruji mene suna hai ki shri krishna ki 16108 wife thi kya ye sach hai agar sach hai to guruji kya wajah thi jo unhone itni shaadi ki kya unhone apni sabhi wife ke saath rahe tha aur shri krishna ki kitni santaan thi.
Swami Ram Swarup: Namaste ji. Yeh bahut badaa jhoot hai ki Yogeshar Sri Krishna Maharaj kee 16,108 ranniyan thee. Unkee kewal ek wife thee- Rukmanni.

He had only one wife named Rukmanni. Somewhere it is also said that he had second wife named Satyabhama but it does not seem to be authentic.

In saupatiparv chapter 6, Sri Krishna Maharaj state to Ashvathama, the son of Dronnacharya, that Oh! Brahmin, I (Sri Krishna Maharaj) did hard tapasya, keeping Brahamcharya for 12 years, to get my son Pradyumna from my wife Rukmanni Devi, who is tapasvinee like me. This shows that Sri Krishna Maharaj had only one wife named Rukmanni, if he had more wives then statement for the same, could’ve sure been given by Vyasmuniji in his Mahabharat epic.

Rakesh: Pranam guruji:naam gaap of’om’ and gyatri manther kitnay samaytek karna hai har roz.
Swami Ram Swarup: My blessings to you. Subah-sham, ek-ek ghanta abhyas karna chahiye aur yadi koi zyada samay de sakta hai to achha hai.

Aruna: Thank you so much swamiji.
Swami Ram Swarup: My blessings to you, my daughter.

Poonam: Many many thanks.
Swami Ram Swarup: My blessings to you, my daughter.

Priyank: Apka Question Guru Ji – Aap jo kuchh Hanumanji ke bare mein likh rahein hain, to kya woh aap jagrit avastha mein apnee ankhon se dekhtey thei ya sapney mein deikhtey thei. Yeh likh kar bheijein. Iske baad main vedic vichar likhoonga.
Mera Answer – Guru Ji Yeh Sab Jagrit Avastha Ma Hota Tha Mera Marg Darshan Kero Ab wo Kerpa Kyu Nahi Ho Rahey Muj Per Muj Se Kya Galtey Huye Mujey Batoo Muj Per Wo Kerpa Phir Se Ho Sakhey Asa Ma Kya Keruuu Mera Marg Darshan Kejeye Guru Ji..
Swami Ram Swarup: Priyank beta, Vedon mein koi aisa uddharann nahin hai ki jo jeevatma ek baar shareer se nikal jaye (swargwas ho jaye) toh weh dubara usee shakal mein aakar jagrat avastha mein baat kare. Aisa sambhav nahin hai aur pramann mein nahin hai. Isliye beta is par main koi advice nahin dey sakta.