Heena Pandya: Namaskar guruji.muje yah jan na hai ke havan kar ne ke liye. Hahhaavanm jaha rahte he us ghar ke bade ya chote hone ke anusarhavan kund rakhana jaruti hai? Mera marg darshn kare.
Swami Ram Swarup: My blessings to you, my daughter. Hawan kund rakhna zaroori hai kyunki bina hawan kund ke hawan kaisey karogey. Han! Hawan kund chhota ya bada zaroorat ke anusar kaise bhi banaya ja sakta hai.

Zyada aadmi hawan kareingey to bada aur kum aadmi hawan kareingey to chhota hawan kund chahiye.

Bahut zyada sangat ho to 2 ya 3 hawan kund zaroorat ke anusar banaye ja sakte hain.

Anil: Kab kare mangalwar fasting shuru?
Swami Ram Swarup: Fasting ke liye aap jaisa bhi chahein, waise kar lein.

Parul: Please send me: Vedic Pravachan Sangrah – 1, Patanjal Yog Darshan – Part 1, Yajna Karm – Sarvashresth Ishwar Pooja, Dainik sandhya (havan) ke mantra, Ved Ishwariy jyaan hai, Yajnashesh Amrit, Sandhya Mantra, Vedic Punishment for Criminals – Women Offenders and Brahamcharya Dukh Nivarak Divya Mani.
Swami Ram Swarup: Books have been sent to you, please.

Rakesh: Pranam swamiji mai shri krishan kay bari mai jana chata hu.
Swami Ram Swarup: My blessings to you.

Sri Krishan Maharaj mahaan yodha, Yogeshwar, Indriya sanyam wale, mahaan character wale, vedon ke gyata, ved marg par chalne wale, nyay priya Bharat vansh kee mahaan vibhuti the. Unmein aur bhi anek gunn the jo hamein Mahabharat mein dekhne ko milte hain. Weh mata, pita, Rishi- guru ke sewak rahey hain, Mahabharat granth ke anusar bhi, unhonein kabhi bhi kisi gopi ke sath koi kreeda nahin kee. Unkee ek hee patni thee Rukmanni . Afsos aur dukh ki baat yeh hai ki unhein makhanchor, gopiyon ke sath kreeda karne wala aur bhi kai prakar se unke bare mein kuchh- kuchh kaha jata hai, jo Vyas muni ki likhi Mahabhart ke anusar galat hai. Radha rishte mein unkee mami lagti thee.

Rakesh: Pranam swamiji. Kya God kan, kan mai hai how?
Swami Ram Swarup: My blessings to you. Han! God kann-kann mein hai. Jaise bijli ke tar mein current kann- kann mein hai. Bijli kee taar sthool hai auur curent suksham hai. Ise prakar sansar sthoool hai aur Ishwar ati suksham hai aur badaa itna hai ki universe mein bhi samaya hua hai aur uske beyond bhi hai. I paste one of my articles-

How many mantras support that God is everywhere?

Most of the Ved mantras state fundamental law of GOD which cannot be changed that God is Almighty, formless, omnipresent, omniscient, beyond calculation and beyond imagination i.e., has unlimited qualities, please see only one Yajurveda mantra 40/8. To make counting and index will not enable an aspirant to realize God. All Rishi/Muni listened Vedas and the eternal practice must be continued to overcome the illusions and false paths, etc.

Yajurveda mantra 40/8 says that God is everywhere, is Almighty, formless, devoid of nervous system, purest, away from sins and does not have to face any result of any karmas (deeds), knows every soul, knows what is in everyone’s mind, no body has made God, but God creates universe, has given the eternal knowledge of four Vedas and always gives the said knowledge at the beginning of every universe to know the science and deeds to all concern. Similarly four Vedas say about God that God is an omnipresent, omniscient, formless, beyond imagination and beyond calculation.