Anupam: गुरुजी सादर प्रणाम।गुरुजी कर्म विज्ञान की फिलोसोफी जो आपने समझाई थी स्पष्ट हुई थी पर कुछ प्रश्न है
1:गुरुजी हमे जीने के लिए क्या जो भी स्थितियां मिलती है वह अपने पिछले जन्मों के कर्मो के परिणाम स्वरूप ही मिलती है।तो क्या उन्हें शांत रहकर भोग लेना चाहिए ।
2:क्या उन स्थितियों से बचने की व्यवस्था करने पर वह फिर से अगले जन्मो मे झेलनी पड़ेगी।
3:क्या प्रारब्ध भोग कर ही समाप्त होते है।
4:गुरुजी आप अक्सर ये भी कहते है कि यदि कोई गलत कर रहा है तो उसे चुपचाप सहन भी पाप है उसका विरोध होना चाहिए।गुरुजी ऐसा करने पर विरोध करना अच्छे कर्म की श्रेणी मे आएगा या प्रारब्ध से बचने का मात्र प्रयास होगा।गुरुजी नाम जप हवन आदि तो शुभ कर्म है पर बाकी शुभ कर्मों की श्रेणी मे ओर क्या क्या करना चाहिए।
Swami Ram Swarup: Blessings beti.
1.) Han! Beti, hamein jeene ke liy jo bhi sthiti miltee hai weh pichchley Jeevan mein kiye hue karmon ke aadhaar par banaa prarabdh hee hai. Sadhak ko jahan tak koshish ho, hinsa aur bekaar kee takraar se bachna chahiye lekin paani sar se upar ho jaata hai tub sadhak ko bhi kanoon ka sahara lena uchit hai- sehna uchit nahi hai aur apne aap kanoon ko haath mein lena bhi theek nahi hai.
2.) Jo karma is janam mein bhoga gaya, weh dobara nahi bhoga jaata, uska prabhav sadaa ke liye samapat ho jaata hai.
3.) Han! Beti prarabdh karma hamein bhogne ke liye hee mile hain, isliye saadhaarann jan dwara bhog kar hee samapt hotey hai. Parantu Rigved mantra 10/135/4 mein Ishwar kehta hai ki Saadhaarann jan se hatkar jo jigyasu hai weh yadi vidwanon kee naav mein bhaith jaata hai tub weh bhavsagar se paar ho jaata hai arthat jub weh ved vidya grehan karta hai, dikshit hota hai, nitya yajyen/agnihotra karta hai, naam simran aur yogabhyaas karta hai, ved vidya sunta hai aur grihasth ke sabhi shubh karma karta hai, indriyon ko vash mein karne ke liye kathor tap karta hai, tub ek samay aisa aata hai ki usey prarabdh ke karma bhogne nahi padte aur is tarah usey vedic sadhna ka phal milna prapt ho jaata hai.
4.) Burai ke liye virodh karna aur burai ka naash karna, yeh manushya ka dharma-kartavya hai. Yeh virodh karna achchey karma kee shreni mein aayega.
Atun: Lord Buddha got enlightenment even after rejecting the vedas, so how can you say that there is only one path for moksha? Namaste Jee.
Swami Ram Swarup: Yes, my dear, you are free to state any good qualities about Lord Buddha, it being your panth. And you are also free to try your level best to spread it. I also respect Mahatma Buddha. Similarly, I am free to state about any good quality about the four Vedas which emanate directly from God which are the most ancient knowledge which is provided by God to the universe in the beginning of creation. For the unity of India, it is necessary that we must all respect every religion. You see, every saint and religion nowadays, claims that his path is only the true path and enables a person to realise God. So, our India is a secular country and therefore we must respect each other.