Richa: Prabhu ji kr charno me Pranam 🙏🏻 Baba ji I have question regarding beggars. These people always use to ask for money from everyone. Do we need to give them every time. Even some of them seems very young and healthy but many of them are old age,child and disabled category. Do we need to give them money according to vedas ? Sorry Prabhu if I asked anything wrong.

Swami Ram Swarup: Mera aapko hardik ashirwad, beti. Sukhi raho. Begging is strictly prohibited, as it is not mentioned in Vedas. It makes the nation weak also and promotes laziness and laziness further a sin. Infact, those who give money to beggars, they are also promoting laziness in the nation.

Priyanshu: Namaste Guruji! Jab Swami Vivekananda bhi Ved ke gyani the toh unhone kali ki bhakti kyun ki aur uspar poem bhi likhi! Aur Swami Dayanand Saraswati ne bhi Geeta kyun likhi jab wo khud murtipujan me nahi mante the aur wo bhi Ved ke gyani the Arya samaj bhi start kiya unhone! Aur ummeed hai ki aap swasth honge Guruji! Boht boht pyar aapko!

Swami Ram Swarup: Namasteji. Aisa hamne kahin kisi book mein athwa article mein nahi padaa ki Vivekanandji ved ke gyani the. Isliye yadi unhonein kaali kee Pooja kee toh according to his knowledge hee kee thee. Doosra, Bhagwad Geeta mein idol worship nahin hai aur na hee avatrwad hai. Isliye Dayanand ji ne Bhagwad Geeta par likha to thik hee likha.