Shilpa: Maharaj ji k charno mein mera pranam. Bhagwan se hmesha meri prarthna hai k apki sehat achi rahe. Maharaj ji mera ek doubt hai k agr koi mujhe puche k jb bhagwan ne insan ko bnaya hai to unke karma ko control kyu nhi krta mtlb vo kyu unhe paap karm krne deta hai to main iska kya jwab du.

Sami Ram Swarup: My blessings to you, my daughter. Beti sansar kee rachna aur karma aadi ko samajhne ke liye ved sunna hee avashyak hota hai kyunki ved pramann hain aur Ishwareeya vanni hone ke karann satya hain. Ishwar ne vedon mein niyam banaye hain jo atal hain. Karma ke baare mein yeh jaan lena chahiye ki Ishwar humse karma nahi karvata. Yajurved mantra 7/48 ka niyam hai ki karma karne ke liye manushya azad hai- chahe weh punnyawan karma kare chahe paapyukta karma kare. Parantu karma karne ka phal Ishwar deta hai. Paap karma ka phal Ishwar dukh ke roop mein deta hai. Punnyawan karma karne ka phal sukh ke roop mein deta hai. Geeta mein bhee Sri Krishna Maharaj ne kaha hai ki hey Arjun! Karma karne ka tera adhikar hai parantu karma phal Ishwar deta hai.

Guruprasad: Yes Crores of pranams on you lotus feet maharaji. I know you are very busy in daily yajyen and other pious activities. This question is not urgent, but may be need your guidance at later point of time. I’m seeing lot of Videos in youtube on Vedanta mostly focussing on 12 shlokas of Mandukya Upanishad. Is it possible for you to give a summary teaching of what is mentioned in that upanishad. This also helps us when we speak to vedantists to clear our point of view in respectful manner. Always at your lotus feet, your son.

Swami Ram Swarup: My heartiest blessings to you all, my son. Beta that is why I’ve written a new book named:-

VEDON SE JHARTA SANATAN SATYA

Which could not be delivered due to corona problem. In this book, there is an answer in detail to understand the truth. However, within 2-3 days I will send the summary of 12 shlokas of Mandukya Upnishad. Again my blessings to you all, beta.

However, if you have not received my new book, you may now contact Supriya Beti or Kapil Rampal to send you the book, by post.