P L: Poojniya Swami Jee, Charan Vandna
1-Kripa karke bataiye ke Sanskrit shabd “DHYU” (jis se shanti Path ka aarambh hota hai) ka arth kya hai.
2- Charon Vedon kee vishya vastu tatha gyan ke vishye mein sankshep se batane kee kripa karen.
3-Kripa karke batayen ke Vaidik Dharam, Sanatan Dharam aur Hindu Dharam mein kya antar hai.Sanatan Dharam aur Hindu Dharam kitne varsh purane hain.
Swami Ram Swarup: My blessings to you.
(1) dyu means dyulok, dyulok means celestial bodies emmiting light. The meaning of full mantra has been mentioned in my book-vedic satsang sangrah-2 which is being sent to you ,by post , please.
(2) There are four Vedas:
1. Rig Veda – gives knowledge of science, matter of the universe like sun, moon, air body etc., etc.
2. Yajurveda – gives knowledge of all the deeds and duties to be performed by men or women, students, leaders, king, agriculturist etc., etc., etc.

3 Samveda – gives knowledge how to worship God who gives peace and long happy life etc. In this way, details of Yoga philosophy, qualities, supreme deeds and nature of the God are also given.

4 Atharvaveda – gives details of God, medical science and details of medicine etc.

In Veda there is no existence of present vastu.

Vedic dharma hee sanatan dharma hai.kyunki san ka arth hai “sat” to satya hee sanatan hai jo vastu kabhi banti nahin, weh kabhi nashte bhi nahin hoti jaise ishwar, prakriti aur jeewatma tatha veda.Ved pustak nahin hai or na hi kisi ne likhe hein.isliye Ved kabhi nashte nahi hote. Ved gyan hai jo sada Ishwar mein rehta hai aur srishti ke arambh mein Ishwar se nikalkar kar chaar Rishiyon ke dil mein prakat ho jaata hai aur yeh gyan vaisa ka vaisa Ishwar mein bhi banaa rehata hai. Jaise koi teacher-vidyarthi ko math ka koi formula batata hai to weh formula vidyarthi ko bhi yaad ho jata hai aur teacher mein bhi banaa rehat hai. Jo padarth banta hai weh nashta hota hi hai jaise shareer, ped, podhey, chand, sooraj bante hai aur bigadte bhi hain. Vedic dharma sanatan dharama hai na kisi manushya, athwa padarth se banta hai aur na hi nashta hota hai isliye usey sanatan kehte hain.
Bharat varsh sindhu nadi ke kinaare basa hai. Sindhu nadi ke paar walo ne hamein sindhu kaha, sindhu se Indu, phir Hindu shabad ban gaya. Yeh naam hamein videshiyon ne diya hai, hum to bharatiya hain aur hum nein yeh naam sweekar kar liya jaise ki aur mulkon ke bhi naam pad gaye, jaie- U.S.A, Britain, Pakistan, Bangladesh etc. So, hindu shabad banaa hai isliye mahapralaya mein bigad bbi jayega aur agar ye sidh hota hai ki hindu dharma sanatan vedic dharma hai to yeh hamara vedic dharma kabhi nashta nahin hota, pralaye mein yeh Ishwar mein rehta hai aur jab nayi rachna hoti hai tab Ishwar se nikalkar jaise upar Chaar Rishiyon mein pravesh kar jata hai. Ab jo jo gyan, karam, upasana jissey hum vedic vidya kehte hain, agar hum vedon ke anusar karte hain to satya hai.Yadi hum Ved virudh karte hain to weh jhooth hai.

Anonymous: How can my father get rid of the diabetes and gum disease? How to find lucky numbers?
Swami Ram Swarup: I would only advise to make contact with medical authorities concerning your father immediately to put him on medical treatment, if not started uptil now, please. Numbers do not make any luck etc., i.e., numbers are not lucky but it is our own good or bad deeds and hard-working, honesty, worship etc., which makes our future.

Anonymous: Namaste swamiji, I love some one and I am manglik and there is nadi dosh in our kundli milan. We want to get married but our families will not let us do because of doshas. What to do? and is it true that in love marriage these doshas will not effect, help?
Swami Ram Swarup: My blessings to you, my daughter. Nadi dosh and mangalik matters are not in Vedas. So nobody should worry about it. However, you are advised to open your heart before your parents to solemnize your marriage with the boy. Secondly, opposite sex should never give their heart to each other before marriage.