Gajraj: After Adimanu & Shraddha or Adam & Eve, how was the non sexual creation and till which period i.e. were these global or confined to Bharat only? Whole world is the byproduct of these rishis?

Swami Ram Swarup: Christianity came into existence about fifteen hundred years ago whereas knowledge of vedas emanated about one Arab ninety six crore eight lakh fifty three thousand one twenty one years ago. So, it is clear that Vedic knowledge is given by Almighty God and rest of the sects have been originated by our respected prophets. Now it is being personal matter, no comments can be offered. Either a person may adopt Vedic path or any other path. When universe is created then no one exists there. First time God creates and public comes into existence. Naturally, whole world is the bye product of these rishis, because Rishi means he who knows all four vedas, Ashtang Yog Philosophy and has attained Samadhi. Whereas other sects are not concerned with this philosophy. Secondly the knowledge of almighty God is meant not only for human beings but all living beings and as far as sects are concerned these are created within 2000-2500 years ago. People have faith on sects so they must follow their respective sects.

Manisha: Pranam maharajji, aap kaise hoo? Main aapke book yaj sarva shresht karm pad rahi thi. Jismai aapne Amritho upasthran masi mantra ke bhav main “thrisrenu roopi aakash” shabdh likha hain. Aap mujh pe kripa karke mujhe us shabdh ka bhav samjadijiye

Aapki Seva main aapki bhagyashaali beti, Manisha

Swami Ram Swarup: My heartiest blessings to you all, my daughter.

Main theek hoon beti aur tum sabko mera ashirwad, sukhi raho. Padai mein bhi achchha dhyan lagana. Tristrenu ka arth hai beti paani, mitti, agni ye teen padarth upar space mein hain.

IA: Pranam Maharajji and thank you so much Maharajji me jarur Aapke die gae uppay Ka aur yoga Ka amal karungi aur aapse questions puchti rahungi apna aashirwad banay rakhna.

Swami Ram Swarup: My blessings to you, my daughter.

Srikanth: Pranaam Guruji. I have mentioned my postal address in earlier mail. Hope you have sent those books.

Swami Ram Swarup: My blessings to you. Book has since been sent to you, my son.

Anonymous: Whom is Gayatri mantra dedicated to?

Swami Ram Swarup: Gayatri mantra exists in vedas. There are four vedas and the knowledge of vedas emanates directly from God for the benefit of human beings.

IA: Thank you Maharajji aapko pranam,Mera sawal tha ke yeh Shri Krishna kaun hai me unhai bahot maanti hu,kya yeh pratimae Jo Mandir me hai vo unka rup Nahi hai Jo itne log inhai maante hai kya vo galat hai ya Sahi. Unke Jo alag alag roop hai Jese shrinathji,govardhan,Tirupati aur pata Nahi kitne vo logo ke banae hue hai,aur yeh devgan kaun hote hai ya kya hota hai.

Swami Ram Swarup: My heartiest blessings to you, my daughter.

You are welcome, please. Beti kitne log hain jo bhoot-pret, tantarik, maans khana, sharab peena, vishay vikar aadi jaise anginat buraiyon ko maante hain to kya yeh sab theek hai? jabki bhoot-pret tantarik hain hee nahi.

Baki Vishay vikar maans madira aadi buraiyan hain yeh bhi nashwar hain aur inka lena paap hai. To prashann yeh nahi hai ki kitne log kitnee baton ko maante hain prashan yeh hai ki Ishwar ya Rishi muni kya maante hain. Ishwar ne vedon mein Nirakar, Sarvvyapak Sarvshaktimaan Parmeshwar kee Pooja ka updesh diya hai jo aaj prayah manushya vedon ko na jaanne ke karann ise nahi maan raha. Maine Bhagwad Geeta kee Vyakhya char bhag mein kee hai.usmein yeh sidhh kiya hai ki Sri Krishna Maharaj ne apne aap ko kahin bhee Bhagwan nahi kaha. Aap ki ichha ho to weh Bhgawad Geeta padein, chahe pehla hee part padein, teen part baadmein mangaate rehna , aapki ichha hai.haan! aap kitne bhee prashan karne ke adhikari hain. jahaan sanshay ho baar baar prashan karein, aapko uttar milega.

Yeh roop evam devgann etc., sab manushyon ke banaye hue hain, ved shastron , upnishadon mein inka varnnan nahi hai. Isliye weh pramannik nahi hain. Jo inhein maante hain weh mane wo uskee ichha hai.