Rashmi: Maharaaj ji, Namaskaar! Why God took 5 days to give knowledge of vedas to the young creation after the previous srishtis destruction period was over. He is almighty he has unlimited power. As this fact was mentioned in Chandogya upnishad. With my regards, Rashmi.

Swami Ram Swarup: My blessings to you all, my daughter.

In fact the process of creation, nursing and destruction is eternal, and automatic/natural. So, it is unchangeable, unalterable etc. No doubt, God is Almighty yet He cannot go against the eternal rules and regulation of creation. For example He cannot install soul in an idol. So, the system of creation, being eternal and natural cannot be challenged.

Ankit: Yes Pranam maharaj ji, Hawan krte samya joh hawan samagri chahiye hoti hai usme kya ingredients hote hai vedo ke anusar. Pranam maharaj ji.

Swami Ram Swarup: My blessings to you.

Beta main aapko ingredients paste kar deta hoon.

Yajurved says that four types of things mainly used to prepare offerings for a Yajyen:

1. Sweet Like honey, jaggery, raw sugar etc.,

2. Antibiotic herbs like gyol, etc.,

3. Nutrition like pure ghee, dry fruits etc.,

4. Fragrant materials like elaichi (cardamom) dried petals flowers etc.

21 best herbs for Havan

KASTURI, KESAR, AGAR-TAGAR, CHANDAN, JATAMASI, ELAYCHI, JAYFAL, JAVITRI, GOOGAL, NAGARMOTHA, BALCHHAD, SUGANDHBALA, DALCHINI, JAU, GILOYA, CHUARA, BADAM, AKHROT, BANAKSHA, GUD, AND KISHMISH.

Anonymous: When is a good time to listen Yajurved?

Swami Ram Swarup: All days and time have been made by God, so any time, which suits a person he can listen to Yajurveda.

Srikanth: Pranaam Guruji. Thank you very much. Please send the books on Gayathri to the below mentioned address.

Swami Ram Swarup: My blessings to you, my son. You are always welcome.

Book is being sent to you.

Smita: Pranam maharaji, aapka uttar hame sahi marg dikhaya hai. Bahut dhanyavaad. Maine havan karna suru kiya hai.

Swami Ram Swarup: Beti aapko mera hardik ashirwad. Beti aapne hawan karna shuru kiya yeh prithivi ka sabse mahan shubh karma hai aur Ishwar kee Pooja hai. Is Pooja ko Ishwar sweekar karta hai, tumhe bahut bahut ashirwad sadaa sukhi raho.

Daya: Gurujii ke charanon mein mera dandwat pranaam Mera sawal hai kyaa hum esi janam main apne arabon janmon ke jo papkiye hain unko esi janam main khatm kar sakte hain kahte hain guru bina gati nhi to uske liye kyaa gati apnaani hogi Guru maharaj ji maargdarshan dijiye hum esa par chalne ka prayatn karenge

Swami Ram Swarup: Mera aapko ashirwad beta.Ved evam yog vidya ka gyata guru jab mil jata hai tab Vedic marg par chalkar manushya mukti prapt karta hai. Ek janam mein to paap nasht nahi hote parantu jab sadhak is janam mein vedmarg apna leta hai tab Guru kripa se weh sadhna bhi karne lag jaata hai, tab uska agla janam rishiyon ke kul mein hota hai aur uskee Vedic shiksha wahaan se shuru hotee hai jahaan se is vartmaan janam mein chhootee thee. yahi mukti ka marg hai.

Harish: Guru Ji Parnam, Kindly tell the meaning and explanation of Rigved Mantra 10/162/12-13.

Parnam Guru Ji.

Swami Ram Swarup: My blessings to you, my son. Ved mantra 10/162/12-13 does not exist. Please recheck.

Ananya: Pranam Swamiji,Charan sparsh. I have a question whether a human soul can enter other person’s body or not, through tantra or any other technique.

Swami Ram Swarup: My blessing to you, my daughter. No beti, one soul cannot enter other human or any living being body. As regards tantra, ghost Pooja, vaastu dosh, teva , present astrology, mangalik matters etc., these does not exist in vedas. So being unauthentic learned do not accept the same.

Isha: Pranam Maharajji,Aapne gruhasth me reh ke kese achhe Karam Karne ke baareme kaha vo book me padhna chahti hu kese le sakti hu.Mere Mann me ek sawal Aaya hai ke Jo Agni hum havan karte hue jaalate hai to Jo Diya jalate hai gharme kya vo bhi to Agni Ka he swarup hai to kya vo sahi hai?

Swami Ram Swarup: Mera aapko ashirwad beti. Beti aap poora postal address pin number sahit bhej do hum aapko pustak bhej denge.

Diye mein bhi agni hai parantu yeh vishesh agni nahi hai aur isse ratri mein andhkaar door ho sakta hai aur kuchh nahi. Parantu hawan kund mein jo agni hai usey aahwani agni kehte hain arthat yeh devtaon- vidwanon ka aahwaan kartee hai , bulaati hai aur jab mantravitt agni hawan kund mein pradeept ho jaatee hai aur usmein ghrit aur samigri kee aahutiyan daltee hain to uske bahut saare gunn hain.