N G: Swamiji, I want to attend a yajna in your ashram. Can I attend. address is not there in your website.
Swami Ram Swarup: My blessings to you, my daughter. Your views to participate in holy yajyen at ved mandir are highly appreciated. Yajyen is the most pious and the most supreme deed in this universe, say all four Vedas. You will get immense knowledge about yajyen and Vedas when you will attend it. However, please come with your father or mother or brother or husband, if married. Boarding and lodging is always free here with the grace of God. As regards address, you may contact (details provided).

Manish Goswami: Namsate Guruji,Mujhe in sabhi mantrao ka word by word meaning
bata sakte ho aap. Agar aap se possible na ho toh aap mere email ID par send bhi kar sakte ho Dhanayawad
1)Atharvaved 18:4:3-4, 2)Atharvaved 10:6:5
3)Yajurved Adhyay 21; Mantra 60 4)Rigveda 9:113:11
5)Yajurved 30:10 6)Atharvaved 18:1:13
7)Atharvaveda 16:4:64
8)Shatpath Brahman Kaand 10, Adhyay 4, Brahaman 4, Kaandika 4
9)Atharvaved 6:118:3 10)Chandogya Upanishad 8:12:3
11)Nirukt 12:13
12)Arya Samaj translate the word mani as God. However, according to Sayanacharya’s commentary it means an amulet. 13)Chandogya Upanishad – Prapathak 8; Khanda 5; Mantra 3
14)Mahabharata Shanti Parv (Book 12) section 98; Shloka 46
Swami Ram Swarup: Namasteji. Mantro ke arth ek lamba kaam hai. Isliye aap apna postal address bhej dein. Hum uchhit samay par mantron ke arth by post bhej deingey.

Manish: Main jab bhi vidya adhyan karne ki kosis karta hu to mera krodh badhta jata hai.main mahakrodhi hu.kaise vidya grahan karoonga.bahut jaldi krodhit hota hu.

Swami Ram Swarup: Vidya ke saath krodh ka koi taluk nahin hota. Jab bhi kisi ko vidya prapti ki ichcha hue hai to weh Guru janon ke aagey natmastak hokar vidya seekhne gaya hai. Sri Ram, Sri Krishna, Mata Sita, Raja Harishchandra aur anek Rishi-Muniyon ne is prakar vidya payee thee aur aaj bhi jigyasu paa rahein hain. Aap krodh ko shant karke vidya ko prapt karein kyunki vidya hee aap ke krodh ko hameshaa ke liye shant kar deigee. Mahapurush kehtey bhi hain –
“Vidya dadaati vinayam” arthat vidya hamein vinamra hona seekhati hai.