Anupam: Guruji sadar naman.guruji aajkal kuch ese dharma guru dekhne ko milte hai jo kuch esa logo ko batate hai ki aap _ _ _ mandir ke darshan kare to aap per parmatma ki krapa barsegi.ek t.v per aane vale guruji ko to sadhak ke apni pareshani batane ke sath hi kuch saman jaise mithai fal kapre samne aane lagte hai v vo batate hai ki aapne itne samay se ye fal nahi khaya ya charaya aadi aadi isliye aap pareshan ho .bataya upay kijiye ktapa barsegi to kya ese log astang yoa ke dwara siddhi prapt hote honge.mene padha tha ki astang yog dwara sadhak ko arima laghuma aadi siddhiya prapt hoti veh chahe to sansarik padartho ki siddhi ke liye inka prayog kar sakta hai per niranter abhyas se use pata chalta hai ki ye sab asthai hai atah veh moksh chahta hai.dusara prashna shivratri ke vishaya me hai.aaj paper me kai vidwano ke aalekh pare.kisi ne shiv ki tarah neelkandh banne ka sandesh dia ki jaise shivji ne gale me vish roka vaise hi koi dursa aapke bare me galat bole to use kanth se neeche na uterne de to kisi ne kaha kl man hi man shiv ko apne hradaya chakra me stapit kare.anubhav kare aapke bheeter shivling sthapit hai vshiv ki manas puja kare.kisi ne shiv ke natraj roop ke mahetva ko bataya.aapne bataya vedo me 1 nirakar permeshwar hai use nam jap v hawan se puje.per aapne ye bhi suggest kia ki is tarah ke utsav manane se bhaichara badhata hai.ab ye bhi ispasta kare ki ise manaye kaise.
Swami Ram Swarup: My blessings to you, beti. Ashtang Yog kiya hua Yogi kewal ved-shastron kee pramannik baat ka updesh karta hai, apramaanik jhoot baat ka updesh kabhi nahin karta. Jo kuchh aapne likha, weh apramanik hai, asatya hai. Yes, yogi, anima, garima aadi siddhiyaon ko prapt karke bhi un ka prayog kabhi nahi karta. Bhaichara kewal satya (Vedic) vidya ko apnaakar aur uska prachaar karke hee badta hai. Han! Shuru-shuru mein avashya kathinaiyan aati hain jaise is yug mein Swami Dayanandji ke saamne bahut kathinayan aayeen par weh aagey hee badte rahe. To samaj mein rehte hue kisi bhi apramamik function mein jana aaj isliye bura nahin kyunki issey samaj mein ekta aati hai, raag-dwesh par paabandhi lagtee hai. Parantu Iiska matlub yeh nahin ki hum us function ko satya maan lein.
S: Pranam Swamiji , I have devrani anju ,she has no manner ,she was cleaning her nose with her finger then with the same hand she gave cake to all three of us (me ,my son,my daughter) ,then 6 years back,my husband was talking to her then he told me to talk to her on phone,then she insulted me on phone, called me a bad name on phone . I just don’t know how to deal with her .Now she keeps comming to my brother house & eating lunch & sweets .she is very demanding,hard to conform . I am sick and tired for doing work for her ,she has no has no respect for me.
Swami Ram Swarup: My blessings to you, my daughter. Beti, whatever you have explained about your devranni, it is not good. But, I may say that there is no remedy, so, always oversight it. God always oversight, does justice in such matters.