Avikash: Guru Ji…Ramayan mein kitne doha,chaupai,sorta and chand hai.
Swami Ram Swarup: I think I’ve already replied to you that work being too lengthy, it cannot be started. As my life is always busy in daily spiritual tasks, you are advised to purchase Tulsi Ramayan for the purpose, please.

D: swamiji charan sp1.arsh swamiji kyaa aap muje bata saktey hai ek shishy ka apne guru ke prati kyaa kartavya hota hai,, aur ek guru apne shishy se kyaa chahta hai…..
Swami Ram Swarup: My blessings to you, my son. Ek shishya samarthy anusaar apne guru kee tan, mann, dhan se sewa karke ussey ved vidya aur usmein kahee Yog vidya kee shiksha leina chahta hai. Guru bhi yahi chahta hai ki shishya apnee indriyon ko saiyam mein rakhtey hue vedanusaar apne kartavyon ka palan karte hue nitya hawan, ved mantron se karey, Ishwar ke naam jaap , yog sadhna ka rozana abhyaas karey. Is prakar jeevan ke sabhi dukhon ka nash ho aur shishya sadaa parivaar sahit sukhmaye deergh aayu ko prapt karey.

JPS: Parampujya Guruji Maharaj, sashtang dandwat pranam at your pious feet. With the blessing of yours I am obtaining the opportunity to come to yours pious feet with my wife for Deeksha and I am reaching at Ved Mandir later this month. Please bless me with the showers of your honourable mercy.
Swami Ram Swarup: My blessing to you, my son. You are welcome here, my son.

Abhay: I am interested in performing havan but know nothing about this. Books and other materials can been sent through VPP.
Swami Ram Swarup: Book and Cd is being sent to you.