Varun: Pranam Guru Ji. Kya hum apne vicharao ko aane se rok sakte hai? Yaan hum vicharao ko aane de par uspar kya pratikriya karni hai uss par dhayan de?

Swami Ram Swarup: Varun beta mera aapko bahut ashirwad. Duniya mein achhe ya bure do prakar ke vichar hote hain. Achhe vichar aane do, bure vicharon ko bahar ke bahar hi rok do, tabhi kalyan hai.

Anonymous: Maharaj ji what is the first step to go in meditation?

Swami Ram Swarup: One should start naam jaap of almighty God and deeksha from a learned Acharya.