Ashok K: Guruji main virya loss daily karta hu aur mai issue rokane me safal nahi ho pa raha hu koi rasta bataye issue stop karne me liye.
Swami Ram Swarup: Shakti loss se shareer ka patan hota hai, kamzori aatee hai aur beemariyan aatee hain, phalswarup manushya sheeghra mrityu ko bhi prapt ho sakta hai.

Alasya aadi kai samasyayein khadee hotee hain aur manushya ka mann padai likhai athwa kisi bhi kaam kaaj mein nahi lagta aur uskee memory bhi loss ho jaatee hai. Isliye in sub buraiyon par dhyan dete hue aapko apne par control karna chahiye. Maine Brahmacharya subject par ek hindi mein book likhi hai. Aap yadi chahein to yeh pustak mangaakar pad sakte hain jissey apko labh hi labh hoga.

S: Guruji pranam.. kya mc ke time cow ko water grass de skte hai? and cow ka milk nikal skte hai.. gobar saaf kr skte hai ? kya cow ko jhotha bhojan dena chaiye?
Swami Ram Swarup: My blessings to you. No, please. Cow ko jhoota bhojan bhi nahin dena chahiye.

Rishabh: Namaste swami ji what are the principle restrictions taken under brahmacharya , changes in lifestyle usualy for youth age16+ upto 25-26 when to use energy in a proper direction is very imprtnt how to adopt good habits taking sleep at proper time rising early and balanced dincharya i m suffering from certain obsessions and abnormal type activities not taking bath dly even in summers ……..thanks hari om jai sitaram
Swami Ram Swarup: Namasteji. Brahmacharya subject is deep and lengthy one and therefore, it cannot be briefed here. You are advised to please study my book named- ‘Brahmacharya- dukh nivarak divya manni’ (in Hindi) worth Rs.100/-, excluding postal charges, which will give you immense knowledge on the subject. It can be sent on receipt of your postal address.