A K Kashyap: Swami ji thankyou very 2 much for give me answer of my question (be attract). pahale to mujhe laga tha ki mujhe is type ke question puchhne chahiye ya nahi. phir meri antarman ne kaha ki mujhe aise vyakti se jis par mujhe vishwas ho sab kuchh kaha dena chahiye evam ye inspiration mujhe (the power of the posotive thinking) written by norman vincent peale evam sri bhagwat gita ch-16 sl-2 se mili.
Swami Ram Swarup: You are welcome, please. Bahut achchha beta, aapke vichar bahut achchhey hain, mera aapko phir se ashirwad. Sadaa sukhi raho.

RR: SWAMI JEE MAI ENGINEERING KA STUDENT HU. MAINE AAPKI BOOK BRAMHCHARYA DUKH NIVARK DIVYA MANI PADHA ,OR USHE FOLLOW KAR RAHA HU PAR USHKE BAD BHI MAIN PURA NAHIN FOLLOW KAR PA RAHA HOON, OR KAMJORI MAHSUSH HOTA HAI,DIMAG BRAMHCHARYA SE JAYADA BADHA YA KAM KUCH MAHSUS NAHI HUYA, KOI JARIBUTEE BATAYE JISHSE DIMAG TEJ HO OR MAI KISHI KO BHI PADHAYI ME HARA SKU OR AAPNI SMARN SHAKTI SE HARA SAKU. BRAMHACHARYA ME KHANE KA TIME TABLE KASE MAINTAIN KARU KYU KI DIN KO COLLEG ME RAHTE HAI.
Swami Ram Swarup: Aapki jo brahmacharya dharann karne ki koshish hai, weh bahut hee achchhee hai. Han! safalta to dheere dheere hee prapt hotee hai. Manushya nirash na ho aur koshish karna kabhi na chhodey kyunki aap jaantey hain- God helps those who help themselves. Brahmacharya dharann karne se hee mansik aur shareerik shakti badtee hai, sath hee sath smarann shakti tej ho jaati hai achchha bhojan, pratah kaal kee sair aur halki exercise avashya karein. Yeh sab kuch aapko padai karne mein sahayak hongey. Bhojan aap prataha college jaaney se pehle kar lein aur phir college se aakar karein. Pratah kaal jab sokar uthtey ho, to brush aur shauch karke ,khali pet 1-2 glass paani peeney ka abhyaas karein. Yeh bahut labhdayak hai.

Rita: Please mere question ka answer jaldi dijiye. I am waiting your answer.
Swami Ram Swarup: Rita beti main aapke question ka answer dey chukka hoon, yadi aapko nahi mila ho to question dubara bheijein.

Yogesh: Gurumaharaj ji ke charano me sat sat naman.charan sparsh.guruji,killing any living being is sin deed. What would a person do if any person trying to kill another person and no one is there at place to protect? Can we kill any insects if there is probability of doing harm to the person?

Swami Ram Swarup: My blessings to you, my son. In such case, one should respond at his level best, in his self-defence. As regards insects etc., like scorpion, snakes, flies, mosquitoes, rats, cockroaches etc., the same should be killed, if those are living in your home premises because the life of man is more valuable than insects etc., and Vedas therefore allow to kill them.

Vikram: Swami ji pranam. I know that there is a supreme personality named almighty and reaching almighty is our biggest mission but how preaching god will makes us to reach him.
Swami Ram Swarup: My blessings to you. To realise God, one has to make contact with learned acharya of Vedas and Ashtang yog philosophy. The acharya then preaches His devotee according to eternal Vedic philosophy. So, please seek acharya locally or come to me.