SG: As per Karma if anyone does wrong to us , wrong will happen to him in future? Many a times people inside your family itself does so much wrong to you if Karma was to believe now if punishment doesn’t happen to them still its a problem and even if it happens still you will suffer. Eg say Mr A father did a lot wrong to him now if A fathers gets punishment than still it will be problem for A if doesnt get punishment still it will be a problem. Kindly help with this confused situation.

Swami Ram Swarup: Yes, beta. If a person does harm to us he will have to bear the same, as per Vedas. Only those persons feel sufferings, who are not learned of Vedas. Otherwise, learned like Bharat punished his real mother Kaikayee because she sent innocent Sri Ram to exile. Secondly, Punishment either can be awarded by a learned person or God.

Anonymous: Maharaj ji ko mera charan sparsh Bhawan ji yahi prathana hal Maharaj ji ki lambi aayu Or sehat acchee banee rahe. Mera sawal hai patni ka sahyog yadi na mile Or vedio marg par chal pade to kyaa patni prti unnyaay ho jayega dusara prasann hai vedic pooja systematic kyaa time proper bina koi truti ke saath ho espar margdarshan chahiye

Swami Ram Swarup: Mera aapko hardik ashirwad, beta. Nahi koi bhi ved marg par chalta hai toh weh punnya kamata hai, Ishwar-Guru ka ashirwad prapt karta hai aur jo koi bhi chahe ghar ka ho, chahe bahar ka, uske khilaaf jaata hai weh dukh uthata hai. Bina truti ke vedic Pooja prapt karne ke liye athwa ved marg par chalne ke liye ved ke gyata vidwan Acharya ke ashraye mein hona avashyask hai.

Guruprasad: Crores of pranams Maharajji. I saw in internet that Sayanacharya has commented in the bhavarth of rigved 1/50/4, calculating the exact speed of light as 3lakh KM per second. Is this mantra speaking about speed of light? Whenever you are free, request your insight into this mantra. Always at your lotus feet, your son from Bangkok

Swami Ram Swarup: My heartiest blessings to you all, my son. Beta, Maxmuller and Sayanacharya are not authentic acharyas. So, their statements are not accepted by learned of Vedas as true. Idea of the mantra is only this that God does not take light from any source but He Himself is a form of light.

Anonymous: Pranam. Anjane mein huan paap ko kya Ishwar kshama karta hain? Agar wo paap major sin hain to kya ye sambhav hain ki Ishwar paap ko maaf kar dein? I will remain grateful to You.

Swami Ram Swarup: My blessings to you. Aap sabko ashirwad. Paap chchota ho ya badaa ho, jaanbujh kar kiya ho ya anjaane mein kiya ho, Ishwar paap kabhi kshama nahi karta. Parantu, jub jigyasu ved ke gyata, Guru kee sharan mein jaata hai, guru kripa se Yajyen karta hai aur paap karmon ka tyaag karne lagta hai, tub Ishwar Yajyen karne walon ke paap kshama karne lagta hai.