Kuldeep: आदरणीय स्वामी जी , नमस्ते जी ,आपके चरण कमलों में मेरा कोटि – कोटि नमन । स्वामी जी मैं आपकी शिष्यता ग्रहण करना चाहता हूँ , मेरे लिए जो भी आज्ञा हो , स्वामी जी बताने की कृपा करें । फिलहाल मैं घर पर रहकर ही वेद , उपनिषद , दर्शन व महर्षि दयानन्द जी के सद ग्रन्थों का स्वाध्याय कर रहा हूँ । स्वामी जी मैं अब सदगुरु जी की तला|श में हूँ , मुझ पर कृपा करें ।
Swami Ram Swarup: Mera aapko hardik ashirwad. Aapke vichaar bahut achche hain. Mera aapko ashirwad, parvivaar sadaa sukhi rahe. Aap jub bhi yahaan Ved Mandir mein aa jeaenge tub aapko avashya deeksha denge.

Harsh Singh: Pranaam swamiji,swamiji kya vedo mein zero ka koi description hai? kya aryabhatt ne zero ved vidya se diya tha? aap mantra bata sakte hai?
Swami Ram Swarup: My blessings to you. Han! Yajurved mantra 17/2 mein zero kee description hai. Aap wahaan dekh lein. Sari vidyayein ved mein hee hain. Aryabhattji ne bhi ved se hee zero aur gannit ka gyan liya tha.

ABC: Guruji pranam .. last time maine aap se prb ke liye bola tha ke mujhe bure sapene aate hai. aapene jo bola mainw wsa liya use din se mujhe ab sapene ni aatw. thank u guruji . guruji mujhe aap se ek cheze chaiye thi. aapeka bhajan hai na. arey man sun le amar baadi .. wo bhajan agr aapeke paas likha huaa ho to aap mujhe mail kr dijiye . aapeki kripa hogi. guruji ek bte aur pucheni thi khabhi khabhi hawan krete time agni bhuze jati hai to kya hum dobera jala skte hai use? kya me guruji aapeke hawan ke video ko computer pe chla kr hawan kr skti hu na? kuch kuch sanskrit ke word smjhe ni aate bt jb bolete ho to clear ho jate hai. jo aapene daily wala btya wo to eaisly ho jata hai bt jaise full moon pe krete hai.. useke liye me aapeke audio se kr skti hu na..
Swami ramswarup: My blessings to you, my daughter. You are welcome, please. Havan karte agni bujh jaye to aap usey dubara jalaa lein. Ismein koi burai nahin hai aur aap apna poora postal address bhejein to aapko Bhajnon kee cd bhej dee jayegee. Han! Beti aap chala saktee hain. Han! Beta aap kar saktee ho. Mera aapko ashirwad.