B J: Aur han swamiji aap Swami Vivekanand parivrajak se kahiye ki vo mujhse kshama mange hriday se.
Swami Ram Swarup: Please forget past and think about future.

M: Respected Guruji, After taking diksha, is it a rule to follow brahmcharya in grahasth ashram also? What if any one from husband and wife believe in following Vedas (or taking diksha) and other do not believe, even after trying to convince (to follow)? Regards
Swami Ram Swarup: My blessings to you. Yes, please. The aspirant must follow brahmacharya in grihasthashram also but based on some rules. In this connection, I would advise you to read my book “Brahmachharya Dukh Nivarak Divya manni”. The price of the book is worth Rs. 100/- each excluding postal charges. The book can be sent to you on receipt of your postal address, if you desire.

Basant: Swami ji mere pas ab charon ved lagbhag hain. aap mujhe bataiye ki Lokaishna vitteshna aur putreshna chodne ka varnan kahan hai ? vedon me saikado mantra lokaishna vitteshna aur putreshna pratipadak hai. maine to abhi tak ek bhi mantra inko chhodne wala nahi paya.
Swami Ram Swarup: Iska uttar main pehle hee dey chuka hoon. Please check. Agar uttar na mila ho to prashan dobara bhej dein.