Sid: Guruji ke charnoon mein mera pranam. Guruji I wanted to clarify 2 things only
1. Guruji sabse phele insan ko kud aapne mind, brain, senses par control karne ki poori poori koshish karni hogi tabhi daily havan, naam jap, yogabhayas ka asar dikhaee dega.
2. after reading your books I wanted to confirm that – chahe kuch bhi ho humien khawalyoon main NAHI rehna chaiye, chahe ache khayal hoon ya boore. We should always focus on the work at hand. Guruji is this only AKAGR VRITI. And one can master it with first self practice, determination and alongside havan, naam jap.
Please guruji comment on above clarifications if my conclusions are right.
Always yours.
Swami Ram Swarup: My blessings to you.
(1) apne mind, brain, senses ko control karne ke liye bhi to ved ke gyata, acharya se vedic shiksha grahann karnee avashyak hai ki kis tarah se inko control kiya jaaye.
(2). hamein burey khayalon mein gaman nahin karna chahiye parantu achchhey vedic vichar jaise mata- pita, guru kee seva, rozana ved mantron se agnihotra, naam jaap, yogabhyas aadi ke vichar to mann mein rakhne hee hongey. Phalswaroop hee hum upar kahe shubh karma kar payeingey, aur vidya grahann kar sakeingey.

Akagra vritti ka matlab hai ved ke gyata acharya kee vedic shiksha grahann karte huy aur upar kahi vedic sadhna karte hue jab sadhak chitta kee kshipt, vikshipt aur mood vritti ko nasht kar deta hai tab uskee ekagra vritti utpann hotee hai jis vritti mein yog vidya, Brahma vidya pane ka weh adhikari banta hai. kshipt chitta ka matlab kewal sansari vishyon mein ramann karna hai, vikshipt vritti ka matlab hai jab sansari ichchha poornn nahi hotee tab krodh utpann hona aur mood vritti ka arth hai ki weh pranni moorkh hai jo mata-pita, guru aur ved-shastra ka aadar nahinjkarta. In teen vrittiyon mein koi gyan nahin diya ja sakta aur agar diya bhi jayega to sunne wala grahann nahin kar payega.

Soumitra: Why the statements of Krishna are authoritative?
Swami Ram Swarup: Sri Krishna Maharaj got the knowledge of four Vedas and after practicing Ashtang yog. He became a Yogeshwar and Almighty God manifested within him. Such dignitaries never tell lie. However, to establish truth, if someone tells lie then it is not a sin that is why, statement of Sri Krishna Maharaj yogeshwar has always been authentic.

Dhirendra Singh: Guruji pranam, which god helps me to become success full?
Swami Ram Swarup: My blessings to you. There is only one God who is formless, almighty, omnipresent who creates, nurses and destroys the universe. The knowledge of four Vedas emanates directly from God. So Vedas tell that we have to worship the God who has the said qualities. He only fulfills the desires of the devotee, who listens vedas from acharya, does daily agnihotra with ved mantras, name jaap and yogabhyas.