Pankaj: Namastay guruji,main jaan ta hu ki human body main lakh (100000 = 1 lakh)naadiyaa (veins) hai. main toh kehta hu ki insaan jo bhi khaata, pita,pasand aur napasand
karta hai won sirf bhagwaan ki marzi se. pehle bhagwaan taay kar ta hai ki hamari kya pasand aur napasand hai uske baad hamara dimaag (brain) taay kar ta hai. aap mujhe bas itna bata do ki insaan ki dimaag ki kaun sii naadi (vein) ka control bhagwaan k pass hai?
Swami Ram Swarup: Namasteji. Manushya ke shareer mein ek lakh nadiyon se kahin adhik naadiyan hain aur doosra yeh ki manushya apnee marzi se khata, peeta aur pasand napasand karta hai. Kyunki Yajurved mantra 7/48 mein yeh updesh hai ki “manushya karma karne ke liye azaad hai parantu karma ka phal Ishwar deta hai”.

Sabhi naadiyan aur shareer Ishwar ke diye hue hain, yeh shareer panch bhautik jad shareer hai jo prakriti se banaa hai, is sampoornna vishwa aur sath mein hee pratyek shareer ka maalik aur chetan jeevatmaon ka maalik Swayam Parmeshwar hai.

Dhiraj: What is the Hindi sense of Education is what remains after one had forgotten what one had learned in school?
Swami Ram Swarup: Sense of giving education in any language is to educate and make the character of a person. Now, it depends on the person what he wants to be a gentleman/woman or not.

Satish: Can longevity and health challenges be predicted by modern astrologers? If they do, how accurate are they?
Swami Ram Swarup: No, please the present astrology is not authentic as it does not exist in Vedas. To know the truth the matter should tally with ved mantras. Otherwise matter is unauthentic.