Harsh: Sadarcharan sparsh swamiji.Swamiji Vajan Kafi badh Gaya hai Aur charbi bhi Kaafi ho Gayi hai .Swamiji ek jan bataye ki ashtang yog se Sarir k saari samasya khatam ho jaati hai,parantu ashtang yog keval guru k under Karna chahiye varna haani hoti hai .Swamiji samasya yeh hai ki Main Dili mein rehta hu Aur yahan yog guru ka pata nhi.Swamiji agar aap Dili mein kisi ashtang yog guru ka pata Bata de toh badi Kripa hogi.

Swami Ram Swarup: My blessings to you. Beta, yog guru to swayum aapko hee dhoondna hoga. Mujhe delhi mein koi aise guru ka gyan nahi hai. Han! Yadi aap subah ka long walk, exercises tatha aajkal ke aadhunik gym institute ko bhi jaogey aur tale huee fatty ya junk food, iska bilkul tyaag kar dogey toh aapko laabh ho sakta hai.

Aditya: How do you separate duty with emotional attachment?

Swami Ram Swarup: To discharge moral duties, the emotional attachment is oversighted.