Puneet: Namaste swamiji…charan sparash..swamiji maine aapki books mein bhi pada hai aur mujhe bhi feel hota hai jaise aap khete hain ki hum sabko vedon ki aur laotna chahiye khaskar young generation jo bache..jaise mere ladki hai jo 5 warsh ki hai aur 4 mahine se nitya hawan karne se use sandhya aur dev yajh ke mantra yaad ho gaye hain aur woh unka matlab bhi poochte hai. Aise hi aur bache aur logo ko vedo ke bare mein batane ke liye jaise hamare yahan arya samaj mein display boards lagaye gayein hain jisme mantra arth sahith aate hain.

Is per mere maan mein vichar aaya agar hum aise chote display boards…mugs..bed sheets …ya aur jo display ke chizen hoti hain..jo sabko ghar mein rakhne aachi lagti hai…kya hum unpar ved mantar aur arth likh kar vedo ka prachar kar sakte hain…kyunki mein yahan delhi mein rehta hun aur chahta hun delhi ke pratek school mein jakar jo bacho ko aachi lagti hain display ya printed chiz jinse unke mann mein vedo ke prati jiggyasa uthe kya vedo ke mantra aise likhne bedsheets mugs ya display mein uchit hai.
Swami Ram Swarup: My blessings to you. Sabse pehle to main aapko shubh kamnayein aur ashirwad deta hoon ki aapne apnee suputri ko ved marg kee shiksha dee aur woh pyari see bhagyashalee beti nitya havan kar rahee hai. Us beti ko mera bahut-2 ashirwad, weh sadaa sukhi rahe. Doosra, apka yeh vichaar bahut uttam hai ki aap ved mantron ko display karein. Ishwar nein vedon mein aagya dee hai ki hum vedon ka gyan swayam prapt karein aur phir is gyan ko auron tak bhi pahunchayein. Is shubh evum punnyavaan karya mein mera tumhein ashirwad.

Mani: I am confused when I read the book published by an ashram about Shiva, Vishnu and Brahma. he wrote that a kal brahm does a relationship with Durga by force after then Tridev was created it is right that kal brahm does physical relationship with goddees durga by force? Please guide me.
Swami Ram Swarup: Confusion arises when an aspirant only puts the question but does not study Vedas, to follow it, under the guidance of learned acharya.

So, I have already explained that every sect is free to follow his path, so no comments on the book published by Satlok ashram. However, the eternal knowledge of God, Vedas preach us to worship only one Formless, omnipresent and Almighty God, who creates, nurses and destroys universe. No other God is equal to such God then what to talk about being about him.

Sachin: Namastey ji. if a person is never practiced bramhacharya as per Vedas, can he start it after many years of his birth?
Swami Ram Swarup: Namasteji. Yes, he can start Brahmacharya path as soon as he has known its divine qualities.