Rishi: Namsakar swami ji, Meri beti ka janam February main hua hai. Uska mundan kab karana chahiye? meri mother keh rahi hain ki ladkiyon ka mundan 2 saal tak nahi hota hai. kya ye sahi hai? ap batayen ki mudan kab karwayen?please guide us.
Swami Ram Swarup: I congratulate you for becoming father of a beloved daughter. Please, also shower my blessings on your loving daughter. Mundane ceremony is performed either in the one year of age or in third year. But, best is third year.

Rohan: Nameste Guruji, You explained me about DIVILOK that 3/4Th of his creation doesn’t get destroyed, Could you please tell me what is that 3/4 creation which doesn’t get destroyed.
Swami Ram Swarup: Namasteji. 3/4th is not the creation but Power.

S: My mother is having a thyroid problem. Please advise any medicines.
Swami Ram Swarup: In this connection, I would only advise you to contact medical authorities, please.

Rishi: Namskaar swami ji, charan sparsh,hum log flat main rehte hain is liye hawan nahi kar pate. iska koi alternative hai kya? Pl tell us. Please also send me the book on Brahmcharya
Swami Ram Swarup: My blessings to you. Ishwar kee agya hai ki hawan to har haal mein karna chahiye.aap balcony mein kar sakte hain ya chhat par. My blessings to you. Book is being sent to you.

Nitesh: Namaste muje hanumanji ki panch mukhi murti ka stapan karna hai mere gar me , kya ye mere liye subh rahe ga ,pital ki choti si murti hai ,mai roj sunderkand ka path karta hu , aur muje iska mahurat batai aur pooja vidhi kaise kare ye batai. pranam
Swami Ram Swarup: Namasteji.

Aap Hanumanji par vishwas rakhte ho to aap swayam Hanumanji kee pooja karte ho. Jahan tak ved vidya ka sawal hai, ved Ishwar se nikla hua gyan hai aur usmein kewal Nirakaar Sarvashaktimaan, sab sansaar ko rachne wale Parmeshwar kee pooja ka hee vidhan hai. Aap swayam bhi sochein kee Hanumanji se pehle bhi to pooja hotee hee thee parantu weh Hanumanji kee nahin apitu vedon mein kahe Nirakaar Parmeshwar kee hee pooja hotee thee aur khud Hanumanji nein bhi Charon vedon ka adhyayan kiya tha aur vedon mein kahe Nirakaar Parmeshwar kee hee pooja, Yajyen, Yogabhyaas, aadi dwara kee thee.