MeiKam: Dear Guruji, Is that true every human being gets a chance to follow the vedic path at present life? If so, please explain more on this. Thanks!
Swami Ram Swarup: My blessings to you, my daughter. Yes, my daughter every human being gets a chance to follow Vedic path in present or previous life.

Raghav: Maharaj ji charanbandna Shaukra achrya konca achrya the aur kiska guru they?
Swami Ram Swarup: My blessings to you. Aisa kaha jaata hai ki Shukracharya ji asuron ke guru the.

Harsh: Sadar charan sparsh swamiji, swamiji meri ek aadmi se behas ho rahi thi ,woh lagatar krishna yajurved ko bhi asoriginal revealed veda ,bata raha ,swamiji jaisa aapne pehle bataya tha ki yajurved ki taitriye shakha hi krishna yajurved se prasidh hai, par swamiji woh keh raha tha ki jo samhita maine batayi woh arsh tradition ki hai jo ki dayanda ji ka tradition hai , unke alawa aur koi vedic scholar usssey unrevealed veda nahi maanta..usne yeh question raise kiya which scholarly consensus rejects tatriya samhita as original revealed veda.
q2 – maine swamiji ussey kaha ki ved alag hai ved shakha alag hai , toh woh keh raha tha apart from ved shakha what is source for ved samhita , hum kaise keh sakte hai ki particular samhita original hai particular nahi.., swamiji kya aap iski details bata sakte hai aur yeh kaise siddh kiya jaaye ki tatriyasamhita original yajurved nahi hai?
Swami Ram Swarup: My blessings to you. Krishna Yajurved shakha hai aur shakha hamesha Rishiyon dwara likhee gayee hai. Samhita is always written by either Rishi-Muni or any man-woman. It cannot be told as Ved. Samhita means collection of ved-mantras which are printed in the shape of book.

2.) Jub naam hee “Taiteerya samhita hai to samhita means it is written by Rishis and not the Vedic knowledge which emanates directly from God.