Rohit: Atharvaved 12:5:54 and 12:5:62 What does these two mantras state? is these two mantras are saying to kill atheists?
Swami Ram Swarup: The idea of said Atharvaveda mantra 12/5/54 is that the divine Vedvanni which emanates from God is like a ‘Vajra’ (weapon) for an atheist i.e., the learned person have power to take said weapon to change the mind of atheist but the fundamental law of Vedas is that everyone has to maintain non- violence. As regards the destruction it applies to antisocial tendencies.

The mantra 12/5/62 relates to law ‘Ved Nindak’ who insults Vedas, in this case the divine “ Ved vanni” takes its own option to destroy the said element. So it has not mentioned in mantras that any person should take law in his own hand to harm or to kill any one.

Deepak: Swamiji charan sparsh swamiji , kai baar mene dekha jab mene gay ke gobar se jo uple bantey hai yaan lakdi ko havan me jalatey hai to usme chote keede hote hai , us vakt mene havan buja diya , isse bachne ka kya ilaz hai ,, yahan tak ki kisi ek sampraday kee kitab me mene pada thaa ki havan karne se lakdi me jo chote keede hote hai jal jaate hai aur vo pap hai …. thanks for reply swamiji
Swami Ram Swarup: Han yeh satya hai ki agar hawan karte huy samidha se ya kisi bhi padarth se koi keeda aadi mar jaata hai to weh hinsa hoti hai. Aur hinsa paap hai. Vishesh kar pooja ke sthan par kyunki ved mein hinsa wala Yajya varjit hai. Hinsa ko rokne ka yahi upay hai ki samidhaon ko jhad ponch kar saaf kar liya jaye aur uple aadi ka prayog kewal kadi garmi mein hee kiya jaye. Uple bhi tod kar dekh liya jaye ki koi ismein keeda aadi to nahin hai.