Smita: Pranam guruji..how to come out from tension, mistakes, pain ..
Swami Ram Swarup: My blessings to you, beti. You know that mind is unstable/fickle (chanchal). In Geeta, Arjun also says that Oh! Krishna, I am unable to control mind because it is always unstable. In return, Yogeshwar Sri Krishna Maharaj replies that if a person does practice of Yog philosophy and does daily vedic worship i.e., name jaap and agnihotra with ved mantras then after long practice, mind is controlled and mistakes, tensions and sorrows are overcome. So, aspirant should go to the learned Acharya of Vedas and Yog philosophy to learn yog philosophy and agnihotra, etc.

Anupam: गुरुजी सादर प्रणाम।गुरुजी गीता पढ़ते समय मन मे एक प्रश्न आ रहा है कि 6 शास्त्र किस किस युग मे लिखे गए।श्री कृष्ण सांख्य योग की बात 2/39 मैं कर रहे है तो क्या महाभारत काल से पूर्व सांख्य व योग दर्शन पर काम हो चुका था।गुरुजी इसीप्रकार उपनिषदों को कब लिखा गया।कपिल मुनि किस युग मे पैदा हुए थे।गुरुजी आप बताते है कि गीता ,कुरान,बाइबिल,गुरुग्रंथ साहिब सभी का आधार वेद है तो क्या गीता की तरह अन्य ग्रंथो मे भी वेद को आधार मानना दिखाया गया है।
Swami Ram Swarup: Blessings to you, beti. Six shastras lagbhag five and a half- six thousand years pehle likhe gaye. Sankhya Yog ka varnnan vedon mein anaadi kaal se hai. Shastra mein to baad mein aaya. Upnishad ka samay bhi Mahabharat yuddh se kuchh pehle ka hee hai. Kapil Muni dwapar mein huye. Beti, aadhaar kisi ne nahi maana kewal vidwan hee maante hain kyunki jo-jo satya vidya kisi bhi granth mein hai woh vedon se hai aur jo-jo satya nahin hai, woh manushya kee apni buddhi se hai. Doosree baat yeh ki gyan diye bina gyan nahin hota. Agar sansaar mein ved ka gyan na hota to kisi ko bhi gyan nahi hota.

Mama: Sadar pranam Swamiji mera prashn yah hai ki koi vyakti job ke liye Farge(false) pramanpatra Banbata hai to yeah karma ka kya parinam hoga.yah uski destiny hai ya uska decision.hamare Jeevan me jhooth kab tak chhupa kar Rahi sakte hai. bahut jaldi samne kyo nahi aata.aise log safalta prapt kar sakte hai margdarshan dejiye.dhanyabad Swamiji.
Swami Ram Swarup: Blessings to you, beti. Jo bhi vyakti false pramaan patra banwaata hai, weh apraadhi hai. Usey yadi yahaan sansaar mein sazaa nahin milee to usey Ishwar sazaa dega. Kyunki “paapi swah paapyein vinashyanti” arthat paapi apne paapon se swayam nashta ho jaata hai.Jhooth kabhi chhupta nahin hai aur jeet satya kee hee hotee hai.