Suvrat: Pranam Gurudev, pichley post mein hum apna address thik se na likhney ke liye kshama chahtey hai. Hum aapkey pustak padhney hetu vyakul thhey aur hum yeh puchney hi waley thhey ki kya e-book formet mey ve pustak mil saktey hai. Abhi hum Bohot prasann hai ki humko pustak milney waley hai aur unhey padhney hetu utsook hai. Guruji ‘Gita’ ke vajey se avtarvad ka khandan karna thoda kathin Ho jata hai, Gita ke baarey mey humko kuch sanshey hai.

Guruji, vesey Navin Vedanti log jo bina Ashtang yog ke Ishwar uplabdhi ka dawa kartey hai woh kisprakar ki uplabdhi hai jo vey log itni dridhta se dawa kartey rehtey hai ? Humney unsey kaha ki anek prakar ki uplabdhi toh ek psychologist bhi kara sakta hai, par vey apney baat par hi adey rehtey hai. Par prakriti aur brahm ko ek Sabit karney ke liye adhunik vijyan ke madat se ek tark vo detey hai ki ” Matter is converted to Energy” jese electron proton adi quark se aur quark adi kan energy se baney hai. Ismey thoda prakash dalney ki kripa karein.

Guruji, Pustako ke liye hum sadaiv apka abhari rahengey. Apka shishya Suvrat

Swami Ram Swarup: Beta, Geeta Vyas muni dvara likhi gayi hai. Yeh Mahabharat granth ke Bhishma parv ka extract hai. Kyonki Vyas Muni ek Rishi Vedic parampara ke gyata, yog vidya ke gyata jinhone bachpan mein hi Vedic vidya ke aadhar par Ishwar kop rapt kiya, unki likhi gayi kitaab par brahmn nahin hona chahiye.

Aur doosra Vedic parampara par chale bina Ishwar ki pratpti nahi ho sakti kyonki yah vakya Rigved mein swayam Ishwar ne kaha hai. Jo koi bhi bina Vedic parampara par chale Ishwar pratpti ka dava karte hai, voh Ved virduddh hone se jhoot hain. Kyonki har subject/views ko sach siddh karne ke liye Patanjali rishi Yog Shastra sutra 1/7 mein kaha ki Ved mantra ka pramaan dena avashyak hai. Sutra hai, Prakashaanumaanagamaapramaanami.

Jo apni baat par adha rahe aur Ved ki baat na mane use naastik kaha hai. Arthath nastikovednindakaaha. Hamein na apni baat manvani chahiye na aur kisi ki galat baat maani chahiye. Bas ek marg Ved aur ishwar ne bataya ki kisi bhi baat ko siddh karne ke liye Ved mantra ka paramaan chahiye. Jaise koi kehta hai ki Ved aur yogabhayas ke bina use Ishwarprati ho gayi hai to usse apni baat ko siddh karne ke liye saath hi Charon vedon mein se kisi ek mantra ka pramaan dena chahiye. Anyatha sab baatein jhoot hain, na meri na kisiki, sach to keval Ved hain.

If any matter is converted to energy etc. it means that the matter is destroyed only. That is why whole universe is destroyed only, which is called final destruction. So what thing they want to prove from destruction, or from the conversion? And destructive matter is not God.

Prakriti is a non-alive matter, and God is an alive matter. For example, potter makes pots from clay but it does not mean that clay and potter is one thing. If God and prakriti are same then the divine qualities of the God must exist in the non-alive matter, prakriti. I mean to say that God is immortal. If prakriti is also a God then we will have to think that in prakriti also exist the divine qualities of God, which is immortal. Then then final destruction of the universe will never take place. Then the God thus will be called immortal and we must know that God never creates universe. Yajurved mantra 31/3 educates us that only the smallest power of the God, which less than an atom, act in non-alive matter prakriti and creation starts. So the whole creation of the universe, which is actually an astonished task of the God, which is beyond calculation and imagination, even does not show the real form of the God. It means that this creation has no power compared to God. It is nothing but the God is beyond calculation and imagination, beyond this universe. That is why I used to say that people have got into the habit of listening the man-made books, and not Vedas, which is not man made, and hence the problem.

Anonymous: Dear Guruji, my wife is expecting a baby this winter. Would you kindly suggest some vedic names for the baby boy or girl accordingly? Thanks!
Swami Ram Swarup: Let the delivery come safely with the blessings of the God then please send the gender of the baby and accordingly the Vedic names will be suggested. My blessings to you and your wife, and I pray God for you both for a good and safe delivery.

S: Pranam gurujii. While doing meditation in deep stage I unknowingly do yoga posses all hard hard poses dhonuashan bajrasan and many I don’t no all names gurujii pls say what I do continue meditation or I stop?
Swami Ram Swarup: You should happily continue the worship/practice of the yogasan and meditation, etc. Also, please pay your full attention on yam and niyam. Whatever you are doing is a good sign. My blessings are with you.