SS: Maharaj ji Pranam. Kripya samadhaan kare ki Kya ishwar ka gyaan aur prapti anumaan se hi hoti hai ta pratyaksh anubhav hota hai. Human Ishwar ka dhyaan karte hue pratyaksh anubhuti ka wait karna chahiye ya anumaan se samajhne ka prayatan karna chahiye.

Swami Ram Swarup: My blessings to you, my son. Beta, anumaan praman to pad-sunn likh kar ho jaata hai. Yeh indriyon ka gyan hai yaani Ankh ne dekhna hai, kaan ne sunna hai, naak ne sunghna hai, jihva ne chakhna hai, tvacha ne sparsh karna hai, ye paanch gyan indriyaan bahar ka gyan lekar andar mann ko detee hain, mann, buddhi ko aur buddhi jeevatma ko, toh sansaar ki rachna ko ankhon se dekhkar jub jeevatma ko gyan prapt hota hai to yeh anumaan pramaan hai ki aisee rachna Ishwar ke ilawa koi aur nahi kar sakta. Isliye rachna ko dekhkar Ishwar hai, aisa anumaan hota hai. Parantu issey moksh nahi hota. Is prakaar se jub mann aur buddhi ye pacca drid nishchaye kar leti hain ki Ishwar hai tub Ishwar kee anubhuti karne ke liye guru se ved sunna, Vedic shiksha ko Jeevan mein dharann karna, yogabhyaas, naam simran karna, kuchh samay guru ke saath kabhi-2 rehkar unse yog vidya ka gyan lena, is prakaar jub sadhak sadhna karta hai to uske sanshayon ka naash hota hai, guru bhakti dwara weh pavitra hokar Ishwar kee anubhuti karta hai. Isliye sub sadhako ko rozana dono time Ishwar ke dhyan mein baithna, asan-pranayaam karna, naam jaap karna, guru kee sewa dwara ved sunkar ved gyan prapt karna chahiye. Saath-saath grihasth ashram ke shubh karma karne chahiye.

Vikram: Guruji Kya mahan bhavishya puran me profet Mohammad sahab islam pegamber ka ullekh kiya hua hai? Kyuki mene kal hi Dr Zakir Naik ka video dekh to unhone bataya tha? Kya yah sach h to usme kya kya bataya hua h unke baare meAns. Kisi bhi puraan mein Prophet Mohammad Sahab ka naam nahi hai aur na hi ved-shastron mein unka naam hai kyunki Prophet Mohammmad Sagab kareeb 1500 varsh pehle hue hain aur purann kaafi pehle se hain aur ved to anaadi hai. Mere paas bhi kai baar yeh prashann aaya ki Dr.Zakir Naik ne Rigved mantra se pramaan diya ki Hazrat Mohammad Sahib ka naam vedon mein Hai. Parantu maine achchi tarah samjha diya tha ki unka naam veedon mein nahi hai aur phir dobara kisi ne mujhe yeh prasan nahi bheja.

Swami Ram Swarup: Reference of Prophet Mohammad in Hindu Scriptures

There is no reference of Prophet Hazrat Mohammed Sahib in Vedas, Shastras, Upnishads, Valmiki Ramayan, Mahabharat and other ancient holy books written by Rishi-Munis. Especially, Vedas do not contain any proper noun i.e., any name of prophet, rishi-munis, yogis, person, place etc., and Veda do not even contain any history/story in them. Vedas are eternal knowledge which emanates direct from God at the time of creation, which contains three main divine educations:

(1) Knowledge i.e., description of all matters of world- Science.

(2) Form of deeds

(3) Real worship of God.

In Atharvveda mantra 20/127/1 Narashanshah means He who is praised by human beings and naturally He is Almighty God. Knowledge of Vedas originated at the time of creation that is more than one arab ninety six crore years back. At that time there were no any sect originated. Our ancient rishis studied only Vedas, which are still applicable for whole of the world. About five thousand years back Rishi Patanjali philosopher of yoga and Vedas has told in his Yog Shashtra Samadhi paad sutra 1/24 “Purush vishesh Ishwarah” that is supreme amongst human beings is only almighty God. In Bhagwad Geeta shalok 10/27 Yogeshwar Krishna says “Amongst human beings I am king.” Here Shri Krishna is trying to give knowledge that Almighty God is only supreme and after God next are rishis, munis, prophets, faquirs who are considered supreme amongst human beings because they preach the human beings. That is why there is a pious ayat of holy Quran Sharif in the beginning that every preach is only for khuda and in pious hadis sharif it is rightly mentioned that amongst all — “la ila-ha il lal laha.” and the best prayer al-hamdu lillaha. So here we can accept the meaning of narashanshah in respect of the person who is praised by all human beings due to his preach and pious deeds etc. Kauram means the king of whole earth or prophet, rishi, muni.

RM: Please send me Ved Ishwariya Vanni Magazine.

Swami Ram Swarup: The needful is being done, please.

SM: प्रणाम महाराज जी🙏🙏 हमने आपसे यज्ञ में बहुत बार सुना है कि यज में हम जो भी कामना करते हैं उसे ईश्वर पूर्ण करते हैं। मेरा प्रश्न है कि क्या हम अग्निहोत्र में किसी अपने की सेहत आयु यां तरक्की की शुभकामना के लिए संकल्प ले सकते हैं ? क्या यह वैदिक है? अगर यह वैदिक है तो कृपया इसका तरीका बताने की कृपा करें?🙏🙏

Swami Ram Swarup: Ashirwad Beti. Han! beti. Jo kuch aap likh rahi ho, weh Vedic marg hai. Aap apne kisi sambandhi ke liye shubh kaamna kar sakti ho. Iska koi vishesh tareeka nahi hai bus mann mein kaamna aur agnihotra shuru kar do.

Sagar: Namaste Swamiji, What deeds are told in vedas for being in grihasthashram? And I read that asthangyog is for every ashram so, how does anyone follow bramhacharya according

to asthangyog being married?

Swam Ram Swarup: Sagarji, the answer of your question can’t be given, being very lenghthy. However, I have written a book named- Brahmacharya- Dukh Nivarak Divya Manni” in which I have explained in detail that how a person can maintain Brahmacharya while enjoying married life. The book is written in Hindi and can be sent if you so desire after receipt of your postal address. Secondly, Ashtang Yog philosophy is mentioned in Vedas so is required to be observed in life. You can seek a learned Acharya who knows vedas’ knowledge and Ashtang Yog philosophy for the same because I am away and can’t teach you.

Daya: Guruji ko mera dandwat pranaam Guruji jaisa ki aap kahte hain ki gurinchi diksha dete samay guruji pichala janam Or vartmaan Or aage ke panch janam raksha karte hain to mera prashan hain aane wale janam main shisya ko aabhas hota hai ki nhi dusara prashan hai hamaare guri ji to es janam hi janam- maran se mukt ho jayenge to kyaa hamen aapki krpa se dusara guru milega, margdarshan kijiye

Swami Ram Swarup: Beta, aapko mera bahut-bahut ashirwad, sadaa sukhi raho. Beta, jub ved, guru aur Ishwar par poori Shraddha ved sun-sunkar aa jaati hai tub issee janam mein hee anubhav hone lagta hai ki jeev ka udhaar ho gaya. Beta, ved marg par kathorta se chalne kee avashyakta hai.

Doosre prashan ka uttar yeh hai beta ki jo maine pravachan mein samjhaya bhi hai ki yadi guru ved aur yog vidya ke gyata hain, Samadhi prapt hain to us guru ko apne is janam ke shraddhaloo, sewak, sadhak aise pratyek shishya kee paanch janam tak raksha, dekh-bhaal karnee hotee hai aur issee avdhi mein shishya moksha prapt kar leta hai.

Sagar: Please send me Patanjal Yog Darshan – Part 2, Vedic Pravachan Sangrah – 2, Divine Preach of Vedas and Shrimad Bhagwadgeeta – Ek Vedic Rahasya(ALL FOUR PARTS)

Swami Ram Swarup: Needful is being done, please.

Guru: Crores of Pranams Maharaji. Earlier you had explained this mantra Ganaanaam Tva Ganapathim havamahey Kaving kaveenam….Seedha saadhanam. I have word to word meaning of this mantra told by you except I missed to note the last two words Seedha Saadhanam. Whenever you find time, request you to explain these two shabdharth. Always at your lotus feet. Your son

Swami Ram Swarup: Parivaar ko bahut-bahut ashirwad, beta. The meaning of word Sadanam= The place wherein you live firmly.

The meaning of word seed= kindly be steadfast, so the meaning and idea of the mantra is Oh! God, we accept you and worship you so by listening our prayer with our protection, kindly be steadfast at our place where YOU live firmly. Now question arises, what is that place. Answer is for worshipper that place is heart.