Nitesh: Parnaam guruji my age is 20. Please tell me till which age height increases.
Swami Ram Swarup: My blessings to you. Upto the age of 25 years , the height can increase.

Anonymous: Namaste Sir. Hope you are good there, please answer to my question, I am Manglik and would like to marry a boy who is non manglik but he n also his family now not agree for marriage. I am feeling very bad. Muje pehle pta nahi tha k mai manglik hoon varna kisi ko pasand he nai karti, galti ho gyi apne aap ko tang he kiya, aap muje batanyge: Is it necessary to me now to marry with only a manglik boy? What is Manglik dosh? Is this mean a unlucky person? Maine suna hai Husband ko khatra ho jata hai. Is it correct?
Swami Ram Swarup: Namaste, my daughter. I am fine and may God bless you with good health.

About Mangalik

To know the truth our ancient Rishis have advised to tally the matter with Vedas. Since in Vedas there is no mention of word manglik so you need not to worry. The people who are not manglik are also suffering from the problems mentioned by normal married people. Shri Ram married Sita after breaking the bow. And nobody saw Shri Ram’s teva or anything. In Mahabharat Yudhisthir married Draupadi by piercing arrow in the eye of a fish (the eye was pierced by Arjuna the younger brother of Yudhisthir) and there was no teva and manglik etc. Savitri married Satyavan at her own wish without any teva or manglik etc. Pandu married Kunti and Madri without teva or manglik etc. Teva means janam patri made by pandit i.e., horoscope.

According to Vedas these are not required and are self-made story. So please do not worry about manglik etc. Future is based on pious deeds, hard work towards a right path and God helps those who help themselves.

So, if your parents accept the boy, you may marry him. Again, I tell you that Ved, shastras, upnishads, Ramayan Bhagwad Geeta, Guru Granth Sahibji never tell about Mangalik Matter. So, learned never accept it, being unauthentic.

Deepak: Swamiji charan sparsh

Swamiji ,, agar aapke samne shoodra, vishya,brahman, shatriya ,, aaam janta baithee ho to according ved aap unko normal life ke liye kya message denge?
Swami Ram Swarup: My blessings to you.

Normal life ke liye yahi message hoga kee Vedon mein janam se jaat-paat ka varnnan nahin hai, jo bhi manushya ved adhyayan aur yogabhyas karke Ishwar kee anubhuti kar leita hai, jiskee indriyan saiyam mein hai aur weh paropkari hai to weh Brahmin kehlata hai. Issee prakar jiske bazoo mein bal hai, yajyanushtahan aadi karta rehta hai aur nirbalon tatha desh kee raksha karne mein samarth hai, weh Kshatriya hai. Jiskee janghaon mein Shakti hai. Jaldi se kaheen-kaheen jaakar vyapar karne kee aur desh ke logon ke liye, vastuon ke vitrann prannali theek-thaak rakhta hai, weh vaishya hai. Jo, kisi karann vash vidya prapt nahin kar pata lekin imanadari se mehnat karke lgon kee sewa se dhan kamaata hai, weh shoodra hai. Shudra ka arth, Sanskrit mein “Bahut mehnat karne wala hai”. Vedon mein koi jaat-paat ka varnnan nahin hai, kewal karmon ka varnnan hai. Atah hum sub se prem aur bhaichara rakhte hue Ishwar kee agya mein chalein tab hee sabhi ka jeevan nirog aur sukhi hoga.