Vinay: Namaste Guruji. I’ve keen interest to study Sanskrit language. Please suggest me where to begin or any good books to study.
Swami Ram Swarup: Namaskarji. Your views to study Sanskrit language are highly appreciated. You are advised to make contact with local Arya Samaj mandir who will guide you properly. Some Sanskrit books to learn the Sanskrit language are also available with M/S Vijay Kumar Hassanand, Nai Sadak, Delhi-110006.

The website of M/S Vijay Kumar Hassanand is –
www.vedicbooks.com. So, you can also write to the said firm for the books.

Ram Lakhhan: Guru ji jab ham sote hai to hmara sareer aithne lagta hai aur puls beet bahut badh jata hai kap kapi hoti hai jo ki kahenge sareer tharrane 1ya 2 minat ke liye hota hai aisa to ye kya cheej hai dauda ya bramha dev ka prakop please reply must.
Swami Ram Swarup: Sote waqt shareer ka ainthna aur pulse beat ka badh jaana tatha kamp-kampi ka hona, yeh ek shareerik rog ka hona hai, kisi ka diya hua prakop nahi hai. Aapko turant kisi ache medical specialist Doctor kee salah lenee chahiye.