K Dutta: Swamiji, pranam. Swapnay andham adharmay badhiram ..yaj. Why to go listen for some jha who says about cow’s myth? Yaj says the person is living dead killing cow and a hungry beggar on streets who harms cow. Govyaksham antakay goghatam kshudhe yo gam vikrantantam bhikshamanah …yaj ch 30. Now what more person want from vedas?
Swami Ram Swarup: My blessings to you. Yes, my son Vedas have given immense knowledge on each matter of the creation including cow. Mr. D.N. Jha has baselessly written a book against Vedas and against the holy cow. In reply to the said book, I’ve written a book – “Protect the Holy Cow- say vedas”. I would advise you to study it, please. The book can be sent to you on receipt of your postal address, if you desire. The price of the book is worth Rs.40 /- excluding postal charges.

Vinod: Kripya Mahamrityunjay mantar ka kavita roop me arth bheje, Aapki meharbaani hogi. When we can come to Swami Ji?
Swami Ram Swarup: Sharannagat Ko Prabhu Aap Shreshth Va Shuddh
Karte Ho,
Shareer Aur Aatmik Bal Donon Aap Badaate Ho,
Avgunn Uske Harate Ho.

Trikaal Drashta Yajyen Mein Nitya Teri Hee Pooja Ho,
Aap Hee Poojak Ko Amrit Paan Karate Ho,
Poornna Aayu Deitey Ho.

Lata Sang Juda Kakadi Phal Pakaa Jyun Amrit
Ho Jaye,
Tyun Dukhdaayimrityu Se Prabhuji Jeev Prithak
Ho Jaye,
Moksh Varann Kar Jaye,
Ye Amrit Chchoot Na Jaye.

Jo Bhalee-Prakar Punnya Roop Yash Yukta
Pushti Badane Wale Hain,
Teenon Kaalon Mein Jeev Karann Karyon Kee
Raksha Karne Wale Hain,

Us Parmeshwar Ko Sab Jan
Uttam Prakar Prapt Ho Javein
Kakadi Phal Ke Hee Samaan
Karma-Bandhan Se Sab Jan Chchootein
Mukti Prapti Se Main Virakt Na Hoyun
Mrityu Bandhan Se Jeev Sab Chchootein.

(Rigved Mantra 7/59/12)