Anupam: Guruji pranam.guruji aaj pravchan ke dauran apne bataya kikatha kahi jati hai ki hathi ne bhagwan se raksha ke liye prarthna ki eesa sambhav nahi hai.guruji mene gautam bhudh ke pehle ke jeevan ke bare me ye sun hai ki veh pehl janam me hath the.jangal me aag lagne pet veh bhagne ke liye pair udha rahe the to neeche khargosh tha use bachaneke liye veh ese hi khare rahe v aag me jalkar unki mratu ho gai v apne is karm ke prabhav se unhe bhudh ka janam mila.to kya jab janver me itni samajh hai ki veh doosre janvar ki raksha kar sakta hai to kya veh us nirakar ishwar se ptathna nahi ker sakta josarvvyapak hone ke karan uske shareer ke kan kan me bhi vyapt hai.
Swami Ram Swarup: My blessings to you, beti. Beti, pichchley janam kee baat to prithvi par kisi poorna yogi ke ilawa koi bhi jaan nahin sakta aur yogi log kisi ko pichchla janam bataate bhi nahin, bilkul bhi. To phir Mahatma Buddha kee hathi honey kee baat kahaan se sun lee. Jahaan se bhi sun lee, yeh ved-virudh hai. Doosra, jub aag lagee ho, chahe hathi ho, chahe ghoda ho, gadha ho ya manushya ho, koi bhi ho, weh apnee jaan bachakar bhagega. Uske pair ke neechey chahe saanp aa jaye, bichchoo aa jaye, billi, khargosh aa jaye, weh uskee taraf to dhyan bhi nahin dega. Apnee jaan sabse zyada pyaree hotee hai. Aap nahin sunte ki kumbh ke mele mein, naina devi ke mele mein, haridwar ke mele mein, jab bhagdad machee to kitne nar-naari, bache, pairon ke neechey kuchal kar mar gaye. Doosree hathi mein itnee soch kahaan ki weh khargosh ko bachayega aur aag lagne tak khargosh nahin bhaaga to khargosh bhi to aag mein jalkar mar jayega. To aisee asatya kathayon se manuhsya bhramit ho jaata hai. Hamein ved vidya prapt karme ke liye kamar kasni chahiye, jo ki sacha manav dharma hai.

Pun: Hi swami ji, please provide correct translation for rig veda 10/40/2 please its a request along with shloka
Swami ramswarup: Nowadays, I am so much busy in spiritual tasks/routine that I am quite unable to explain the ved mantras. This busyness will remain uptil the end of June, 2017. So, I am only writing the main idea of mantra-

Idea- The married persons should live together always with love. This love should be maintained till death. This love should be always like the love which was started during performing marriage. If due to some reason death occurs and husband’s wife will have to be separated from each other (due death) then if someone desires to get child then they may adopt niyog.

Niyog

In niyog, widow gets her children through niyog but remains always in her husband’s house, who has gone to heavenly abode.

The rules made in Vedas do not break the justice. So, to apply the procedure of Niyog, the pativrat dharma is not damaged, if the rules of Vedas are fully obeyed. I mean to say, the woman and man were selected by the elders and with the consent of both man and woman, they must be well educated in the knowledge of Vedas, brahamcharya etc. They, would have been following the performance of daily hawan, Ashtang Yoga Practice, name jaap, they must have full control on their five senses, perceptions and mind. When the lady becomes pregnant, both should cut their physical relation immediately forever and the lady must reside in her husband’s house like Amba, Ambalika, Kunti. Newly born baby should be given the name of the father who is husband of the lady etc. This procedure is adopted with the concurrence of all family members, elders, society not alone. So, at present I never see such widow or her family and so called selected man who have been following strict path of the Vedas.

Amba, Ambalika were learned ladies and the children were got by them from Vyas muniji who was renounced Ved mantra drishta Rishi and Yogi. He has written Mahabharat (Bhagwad Geeta) and Vedant Shastra.

Kunti who was also a vidushi got children from a Rishi/Yogi named Surya dev, Dharam Raj, Indra Dev etc. Now, from where such Yogis and such Vidushi women will be made available? So, due to the lack of knowledge of Vedas, such procedure is totally not applicable nowadays because mostly the people now see the lady for sexual enjoyment etc., only which is a sin and vice-versa.