Jai: What is avidhya?
Swami Ram Swarup: In the absence of Vedas’ knowledge, a person considers that impure as pure, sorrows as happiness, transient as eternal, non-alive matter as alive matter.

Jai: Does vedas propagate dvaithya?
Swami Ram Swarup: No.

Jai: Is god sathya?
Swami Ram Swarup: Yes.

Jai: Are religious conversions necessary?
Swami Ram Swarup: No.

Jai: What will happen if vedas are chanted with wrong pronunciation?
Swami Ram Swarup: Wrong result will be achieved therefore without a learned acharya of Vedas and Ashtang Yog no one should chant ved mantras.

Jai: Should a man follow swadharma only?
Swami Ram Swarup: Yes.

Devendra: Swami ji ke chardon mera dandwat pradam sweekar ho, mera ajj pahla din hai, aur mere andar bahut sare question puchhne ki jigyasa paida ho rahi hai.Aur isi samay maine apki web site open ki aur mujhe ab purn asha hai ki mujhe mere question ka jabab jarur mil payega.
Question 1- Bhawan shri krishan ji Geeta men kaha ki gyan ko pane ke liye Koi Pramadik guru hona jaruri hai.Bina uske gyan nahi paya sa sakta or yog nahi kiya ja sakta. So apse mera vinamra nivedan hai mujhe yog sadhna ke liye mera marg darshan kare.(aur mujhe batayen ki mujhe Apan vayu {muladhar} ko kaise jagrat kar sakta hun.aur upyom kewal dharm ke karyon men hi karunga. Muj par Guru kripa ki kripa karen.Aur is jeev matra ka janam lena sakar karayen. Dhanyawad
Swami Ram Swarup: My blessings to you. Sri Krishna Maharaj nein shloka 4/34 mein vedanusar bilkul satya kaha hai ki jigyasu ko “Brahmanisht” guru kee avashyakta hai.Brahma ka shloka mein arth hai- Shabda Brahma arthat ved mantra ke jaanne wale aur vedon kee vidya ko jeevan mein dharann karne wale guru kee avashakta hai. Aapke Yog vidya seekhne ke vichar achchhey hain. Ussey pehle pratyek jigyasu ko ved vidya ke vishya mein jaanna avashyak hota hai kyunki Ashtang Yog vidya vedon kee hee dein hai. Iske liye aapko yahaan aana avashyak hai yaa wahan hee koi nazdeek mein aisey guru ko dhoondhna zaroori hai. Is beech main aapko yeh advise karoonga ki meri kuchh vedic adhar par likhee pustakon ko aap padein jisse aapko ved evam Yog Vidya ka gyan prapt hoga. Vedic pravachan sahit vedic bhajanon par adahrit kuchh audio Cds hain, unhein bhi aap sunein. Yeh aapke liye hee nahin, sbhi jigyasuon ke liye bahut zaroori hai.

List of books is appended below, please —–
S. No. NAMES OF BOOK COST PAGES

1. PATANJAL YOG DARSHAN PT I 131.00 332
2. PATANJAL YOG DARSHAN PT II 300.00 295
3. VEDIC PRAVACHAN SANGRAH(Reprinted) 120.00 118
4. VEDIC SATSANG SANGRAH PT II 12.00 29
5. MANAV DHARAM SHIKSHA 21.00 88
6. ATMIK UDGAR 51.00 42
7. DIL SE DIL KI BAAT 21.00 20
8 YAJ KARAM SARVSHRESHTH ISHWAR POOJA 65.00 132
9. BRAHAMCHARYA DUKH NIVARAK
DIVYA MANNI 100.00 173
10. MRITYU EK KATU SATYA 20.00 63
11. BHAJAN KIRTAN 40.00 64
12. SHRIMADBHAGWAD GEETA
EK VEDIC RAHSYA (CHAP. 1-6) 400.00 739
13. SHRIMADBHAGWAD GEETA
EK VEDIC REHASYA (CHAP. 7-12) 400.00 594
14. SANDHYA MANTRA 25.00 33
15. VEDIC PRAVACHAN SANGRAH PT II 120.00 124
16. SHRIMADBHAGWAD GEETA
EK VEDIC RAHSYA (Chap. 13-15) 250.00 246
17. NAARI DUSHKARMIYON
PAR VEDON DWARA DAND 25.00 38
(IN HINDI 1-17)

18. VEDANTA & ETERNAL VEDAS’
PHILOSOPHY PT I 31.00 77
19. VEDANTA AND ETERNAL VEDAS’
PHILOSOPHY PT II 20.00 92
20. YOGA A DIVINE VEDAS PHILOSOPHY 65.00 123
21. VEDAS A DIVINE LIGHT Pt. I 80.00 190
22. PROTECT THE HOLY COW, SAY VEDAS 40.00 58
23. VEDAS A DIVINE LIGHT PT. II 121.00 279
24. VEDAS A DIVINE LIGHT PT. III 100.00 126
25. VEDAS A DIVINE LIGHT PT. IV 100.00 154
26. VEDAS A DIVINE LIGHT PT. V 140.00 104
27. VEDIC PUNISHMENT FOR CRIMINALS 25.00 54
(Women offenders)
(IN ENGLISH 18-27)

28. VEDA – DIVYA GNANA (translated in Kannada)
(Originally in English as vedas a divine light pt. I ) 120.00 202
29. VEDAM–VAAZHVIN VAZHIKATTI
(Translated in Tamil) 120.00 218
(Originally in English as VEDAS A DIVINE LIGHT PT. I )
30. VEDA – DIVYA GNANA (translated in Kannada)
(Originally in English as vedas a divine light pt. II ) 100.00 111
31.PROTECT THE HOLY COW, SAY VEDAS
(translated in Tamil) 50.00 68

(IN OTHER LANGUAGES)

LIST OF CASSETTES & CDs Sung by Swamijee
1. SANT VANNI CASSETTES (PT 1-8) 35.00 EACH
2. BHAJ GOVINDAM CASSETTE 35.00
3. VCDS VEDOIN KEE CHHAWON TALE PT1&2 50.00 EACH
4. ISHWAR KEE AWAZ SUNO (ACD) 36.00
5. SAB MEIN VYAPAK JYOTI EK (ACD) 36.00
6. SANT VANNI PT. 1-4 (ACD) 35.00 EACH
7. VALMIKI RAMAYAN (ACD) 36.00
8. ISHWAR BIN SUKH NAHIN (ACD) 36.00
9.SARVAVYAPAK ISHWAR MAHIMA SUNO(ACD) 36.00
10. SAB GOBIND HAI (ACD) 45.00
11. AMRIT VANNI VED (ACD) 36.00
12. BHAJ GOVINDAM (ACD) 35.00
13. Ved vanni ke updesh (ACD) 36.00

The books will be sent if you desire.

Vivek: Swami ji charan sparsh ,swami ji apne mere quastion ka answer diye iskeliye thanks, swami ji meri ek aur bohut badi samsya he kripya mujhe bataye ki kya bhoot pret, devta, yaksh, gandharav, naag, kinner adi, kalyug me aa sakte he kya aur yadi aa sakte he toh kya wo kisi se sadi kar sakte he kya aur swami ji ye bhi bataiye ki iska khandan hum kaha padh sakte he kis granth me, me bohut dhukhi hoo,marne ko jii chahte he kripya jald uttar de apka afari rahunga ish quastion ke karan vivah me badha aa rahi he dhanywaad.
Swami Ram Swarup: My blessings to you. You are welcome, please.

Aisa lagta hai ki maine aapke is prashan ka uttar dey diya hai please, check and confirm.
Again, my blessings to you.