Daya Shankar Singh: Pranaam swamiji sadar charan sparsh swamiji mai janana chahta hoon ki shriRam and yogeswar shri krishan mahara is prithivi par jitney bhi brahma hua hain suna hai ki to tino loko ke swami hote hain to kya inpar bhi iswar ka niyatran ya limitation hoti hogi yadi nahi hoti to bramha ji ke liye kya duryodhan,kansh, ravan kya maine rakhte hain swamiji meri is branti par prakash awasya daliye.
Swami Ram Swarup: Mera tumhein ashirwad. Sri Ram, Sri Krishan Maharaj jitney bhi rishi muni ho gaaye hain who sab ved marg par chalkar Ashtang Yog kee sadhna karke Samadhi prapt purush hue hain. Yog Shastra sutra 4/29, 30,31 ke anusaar jo bhee purush (jeevatma-soul) Samadhi prapt kar leti hai usey Ishwar kee anubhuti ho jaati hai. Uspar se prakriti apna niyantrann hata leti hai. Weh purush Ishwar ke saath sadaa rehkar moksh ka sukh parpt karta hai.

Duryodhan, Kansa aadi dusht karam karne wale asur thei vipreet mein Sri Ram, Sri Krishan aadi moksh prapt dev arthat devta thei.

Seshu: Pranam swamiji, Thanks a lot for replying my question , I still have a doubt on your reply , you said ‘However, Om- the name of God can also be chanted within heart every time if suits.’.
What do you mean by word ‘if suits’ here. Please kindly clear my doubt.
Swami Ram Swarup: My blessings to you. ‘If suits’ means if time suits you or you can spare/manage the time otherwise ‘OM’ is the best name of Almighty God which can be remembered/repeated all time.

Nita: My daughter in law is pregnant. Third month is going on. She is working at the same time she is doing prayers mantra jap and reading religious books. She is in America. I want give your blessings to her.
Swami Ram Swarup: My blessings to you, my daughter. It is a happy news about your loving daughter-in-law. At this pious time, please convey my blessings for a fruitful result.