Tejashwini: Namaskar guruji, I would like to know why do god always bad than the good? Please request you to clarify.
Swami Ram Swarup: Namaskar, my daughter. God is the supreme judge and as per Yajurveda mantra 40/8, He is also away from any kind of dirt or sins etc. So, He cannot be bad etc. He gives punishment to the sinners. So, people being ignorant from Vedic knowledge, think that God is bad and has done injustice to the concerned persons, etc.

Yagya: Pujya swami ji,kai pustkon mein padha ki vyakti ko bhavishya ke bare mein chinta nahi karna chahiye.2.adhiktar jin baton ki ham chinta karte hein ve kabhioti hi nahi. krpya vedanusaar yah baatkahan tak thik hai,batane ki kripa karen
Swami Ram Swarup: My blessings to you. Is vishaye mein main aapko apna ek article neechay paste karta hoon. Yeh baat satya hai ki yadi hum vartamaan ke rozana ke karmon ko sudhaar lein aur hamesha ved ke anusaar shubh karma karein to bhavishya toh hamara waise hee sudhar jayega aur rahaa bhootkaal jo beet gaya weh toh beet hee gaya hai toh uskee kya chinta karnee, Yadi hum beetee baton ko yaad karke dukhi raheingey to hamara present aur future donon hee barbaad ho jayengey.

Three types of Deeds

There are three types of deeds (karmas) – sanchit, prarabhadh and kriyamann. Suppose one soul has to take birth (body). It means he has to face total number of deeds of his all previous lives and these deeds are called sanchit karmas but sanchit deeds are huge/unlimited and cannot be faced in one life. So the karmas which can be faced in one life are called prarabhadh (luck-destiny). So God has not made our luck at His own but Almighty God has considered the deeds which we have already done.

Yajurveda mantra 7/48 clarifies that human being is free to do any deed good or bad but God only awards the result. Now the balance deeds from sanchit deeds will be counted in the next life. Now the deeds which we do in our day today present life are called kriyamann.

If we do pious deeds according to Vedas, shastras and holy books and based on pious preaches of Rishi, Muni/learned saints then our all sanchit deeds are burnt and we can get salvation. Human beings are free in the matter of doing deeds good or bad. But result will be awarded by God. So we must worship and do pious deeds under guidance of a learned Guru. One should go always ahead for hard working, pious deeds, worship to make future bright himself. One should always work hard towards a right path.

Worship does not mean that we are free to discharge only our family duties, education, etc., but rather it is a sin. We have to get progress in both way simultaneously i.e., spiritualism and worldly progress i.e., science, education, duties towards family etc. God creates the universe according to His eternal law framed in Vedas which are always unchangeable and unchallengeable. So we have to follow the law of God always to get long happy life.

Yagya: Swami ji, kya hamare dwara kiye gaye paa karmon ke phal agnihotra, dyaan aadi shubh karm karne se hame nahin bhogne hoge
Swami Ram Swarup: Vedaadhyayan, nitya ka agnihotra/yajyen aur Yogabhyas yadi hum kisi ved ke gyata vidwan guru ke updesh ke anusaar kareingey aur sath-sath grihasth ashram ke bhi shubh karma kartavya kareingey toh Ishwar ne vedon mein kaha hai ki weh “Vrittrahanta” arthat paapon ka nashak hai aur weh sadhak ke paapon ko nasht kar deita hai.

Atah har ek ko upar kahee vedon kee shiksha jeevan mein dharann karnee chahiye, iske bina sukh nahin hai.

Yagya: Swami ji,aap dwara diye gaye prashno k utter bahut laabhdayak hein.lekin ye english mein hone ki vajah se mere jaise kam english jaanne walon ko purnroop sesamajh nahi paate.yadi ye hindi mein bhi website par diye jayen to jyaada sankhya mein vyakti iska laabh utha sakenge
Swami Ram Swarup: Aapki baat bilkul sahee hai parantu aap dekhein ki internet toh poore sansaar se jooda hua hai aur mujhe bahut deshon se English bhasha mein prashan aatey hain. Ab yadi main uttar hindi mein doonga toh un bhaiyon ko pareshanee hogee. Isliye aapko yah sujhaav doonga ki aap kisi se English ke uttar padhva liya karein aur iske liye main aapse mafee chahta hoon.