Anonymous: Swamiji charan sparsh swamiji aapne mere ek prashan ke uttar me kaha hai ki jo vyakti havan, yoga ,naaam jaap ,vagairah nahee karta us par vishwaas karna mushkil hai , lekin aajkal to 90% log vedo ke raste par nahee chaltey ,to jeevan me kaise un logo ke saath raha jaaega ,,,mere charon taraf log non veg khatey hai , shayad ek bhee vyakti ved ke rastey par nahee chal raha mere charo taraf to muje kyaa karna chahiye
Swami Ram Swarup: My blessings to you. Maine yeh anadi vedic satay kaha tha ki vedaadhyayan, yogabhyaas, naam simran aur inka gyan dene wale acharya ke bina kisi ki bhi paanch gyanindriyaan aur chchta mann sanyam mein nahin aata aur isliye mann mein kaam, krodh, mad, lobh , ahankar, chchal, kapat, ninda, dwesh avashya paida hotey rehte hain. In sab vikaraon ke hotey kisi par kaise vishwaas kiya ja sakta hai. Ab aison ki sankhya chahe 10% ho, chahe 40%, 90% chahe 100% hee ho jaye. issey Ishwar ke banaye niyamon ko badla nahee ja sakta. Sadhak aisey vyaktiyon ke beech aisey rehtey hain jaisey 32 teeth (danton) ke beech jeebh (tongue) rahtee hai ya jaise vishdhari sarp chandan ke vriksh se har samay liptey rahtey hain lekin chandan ke vriksh mein unkey zahar (vish) ka asar nahin hota.

Aapko baar-baar acharya ke paas aakar vidya graham karnee chahiye athwa guru ki likhi pustakein nitya padnee chahiye aur Cd gaur se sunntey rahna chahiye aur kisi se kabhi bhi raag dwesh ladai jhagda nahin karna chahiye.

Rohan: As per a Wikipedia article, the first section of the Mahabharata states that it was Ganesha who, at the request of Vyasa, wrote down the text to Vyasa’s dictation. Under the heading “Textual history and structure”. But I read in your book that Vyasa ji only wrote 10,000 verses of the total Mahabharata.
Swami Ram Swarup: Ganesh did not write the Mahabharat, please. Original Mahabharat has only ten thousand authentic shlokas out of which 4400 shlokas have been written by Vyas Muniji and rest of the shlokas by his disciple Gemini Rishi. However, now mahabharat epic has about one lakh twenty thousand shlokas. It means one lakh ten thousand shlokas have been added later by somebody and not written either by Vyasmuniji or his disciple. Mostly, the added shlokas are not according to eternal Vedas’ philosophy. In the said unauthentic shlokas, if it has been written that Ganeshji wrote Mahabharat at Vyas muniji’s request then nothing can be told.

S K: I love a girl and we did marriage but her family don’t know about this. I want to know that may I get love arrange marriage or not?
Swami Ram Swarup: If you have got married to girl then you both should open your hearts before your parents, to maintain truth and faith in parents.