Anonymous: Pranam Swamiji. As a student, with a desire to adopt vedic way, how, what should be my life?
Swami Ram Swarup: Actually Vedic path is to be adopted right from the early age of 6 years. Now you are a student then automatically under the rules and regulations of Vedas, you must adopt Vedic path and must also continue your studies.

Vidyarthi: Pujya Maharaj ji . . . charan sparsh.

1. Yadi rishtedaar maansbhakshan aadi buraiyon me lipt ho to unhe charan – sparsh karna chahiye ya nahi?

2. Parivaar me bhi mata – pita, bhai – bahan aadi maansbhakshi ho to unka charan – sparsh karna chahiye ya nahi?
Swami Ram Swarup: Aashirvaad beta. Aap aise maata pita ke charansparsh na karke namaste keh sakte hain kyonki Vedon mein hinsa athva maans madira bhakshan aadi poorntah varjit hai.