Ankit: Parnam swamiji u told that shradh is against the Vedas then why these thing is mentioned in garuda Puran,Bharm puran,vayu Puran. ..kya Kisi ne in purano me editing ki hai…kya Kisi ne apni marji se paisa kamne ke liye ye sab likha hai….ramayan me likha hai ke raja dashrath kaa shradh kiya tha Kya ye pandito ke Paisa kamane ke liye likha hai
Swami Ram Swarup: My blessings to you, beta. I have several times written that the views, if tally with Vedas then the views are true otherwise false secondly, from Shatpath Brahmin Granth, I have told that “Manushyaha Anritam Vadanti” i.e., men normally tell lies and “Devaha Ritam Vadanti” i.e. Rishi-Munis and learned of Vedas always speak truth.

So, you try to understand the truth.

Shradh

The alive parents are to be served faithfully. Everybody knows that a person who is alive takes food, water, puts on clothes etc. After death body is burnt. Now how the parents will be able to take food. They according to the karmas get next birth too. So shradh is against the Vedas’ philosophy.

SS: Maharaj ji me jaise he eyes close kreke dhyan ke liye om jaap ke liye bhaithti hu. Waise he pta ni ankhe khul jati hai kitni kosis kro eyes close kreke krene kw but fir khul eyes khul jati hai. Mahraj ji dyan ka tarika bta dijiye. Aap to dur hai hum aa nhi skte requst hai aap se yaha pe kuch smjha dijiye..
Swami Ram Swarup: Dhyan lagaana ek bahut hee badi shiksha hai. Yadi aap yahan nahi aa sakte to wahin local Arya samaj mein aap jaakar dhyan lagana seekhein. Yeh gyan ek Acharya apne shishya ko aamne-saamne baithkar deta hai. Beti, mera aapko Ashirwad.