Kunal: Sadar charan sparsh swamiji. Swamiji vedo mein bahuvivaah bilkul ban hai.Koi bhiaadmi ek se zyada patni nahi rakh sakta.Agar woh patni agyaakarri ya charitraheen ho kewal uss case mein apni patni ko divorce de kar aadmi doosra vivaah kar sakta hai.Par ek samay par ek se zyada patni kabhi nahi ho sakti.Parantu swamiji mahrishi yajnalkya ne do patniya kyu rakhi thi?? wohtoh vedo k bohat badey gyata hai unhone bahuvivaah kyu kiya??Unki dono patniya ek saath unkesaath rehti thi.yaani unhone simultaneously dopatniya rakhi thi bagair doosri ko divorce diye hue.Aisa hi srikrishna ne do patniya thi rukmani and satyabhama.Swamiji aadmi toh ekhipatni rakh sakta hai ,aur kewal agar wohpatni agyaakari ya charitraheen ho tabhi doosri shaadi kar sakta hai woh bhi pehli waali ko tyaag kar.Yaani kabhi bhi purush k pass ek se zyaada patni nahi honi chahiye.Toh swami ji yajnavalkya ,sri krishna inhone do patniya kyu rakhi thi??jab dono vedo k vidwaan the.
Swami Ram Swarup: My blessings to you. Sri Krishna Maharaj kee do patniyan nahin thee. Ek hee patni thee Rukmanni. Han! Upnishad mein Rishi Yagyavalkya jee kee do patniyon ka ullekh avashya hai. Is vishaye mein itna hee kaha ja sakta hai ki vedon mein kaha ki yadi ek patni se santaan na ho to doosri patni ghar mein layee ja saktee hai. Yadi pehlee patni se koi santaan utpann na ho parantu Yagyavalkya jee kee dono patniyon se hee koi santaan prapt nahi huee aur Rishi Patni pativrata hone ke karann apne pati kee seva mein ratt ho jaatee hai. Pati-Patni Brahmacharya vrat dharann karke Jeevan vyapan karte hain.

Rakesh: Pranam gurji :my question is why sacrifice (Bali) of innocent animals was allowed in hindu religion. Even today we see some religious places where Bali is allowed in name of religion. Please add me to Whatsapp group.
Swami Ram Swarup: My blessings to you. In Vedas, Religion means to discharge moral duties by doing pious deeds which are only preached in vedas. Nowadays, definition of religion has been, made by us which is totally against vedas due to reason behind that we donot know, listen and we donot study and we donot follow vedic preach.

So, when we do not listen to vedas and we donot know ABC about Vedas with the result, we are doing every task against vedas which is fundamentally called falsehood. So, naturally bali custom is in vogue whereas the said custom made by us does not exist in Vedas.

Yes, we are connecting you to our Whatsapp group.