Mamta: Pranam guruji mera prashn yeah hai ki koi Manav Apne karni Ko Pavitra kar le to use bhi havan karna chahiye dhanyavad.
Swami Ram Swarup: My blessings to you, beti. Pehlee baat to yeh hai beti ki havan kiye bina aur ved marg par chale bina karni shuddh nahi hotee aur karni shudh hone par bhi nitya havan karna avashyak hai isliye sub manushyon ko Ishwar ne nitya agnihotra karne kee aagya dee hai.

K: Namasthe guruji My father expired on 17/10/2017 we done kriyai on 01.10.2017 (15th day), the kriyai was not properly done by the pandit. In this situation I pray for your kind advise. Thanks & Regards, K.
Swami Ram Swarup: My blessings to you, beta. I am sorry to hear about your father’s demise, may departed soul get peace. As per Vedas, only daah karma from ved mantras is performed. In case, any misunderstanding then the family should arrange to perform a holy yajyen with ved mantras. In this Yajyen, a Brahma i.e., a learned acharya who knows four Vedas should be present, who will recite the ved mantras and explain also. In this connection, you may make contact with Arya Samaj mandir, to seek Brahma.