Jayshree: If a person steals temple property in his past life what is the punishment he is going to get in his present life? What is the pariharam for that as my 9th house of navamsha is chandra rahu?
Swami Ram Swarup: You see, the Vedic law of the God is this that all human-beings are free to do sins or pious deeds but the result is awarded by God in the shape of happiness and sorrows respectively. So, nobody knows what type of punishment is awarded by God in case of stealing temple property etc.

The matter quoted in your query does not exist in Vedas. So, I am unable to offer any comments thereon, please.

Satyam: Swamiji pranam.guruji ayurved to atharvved ka part h na,agr h..to ayurved m to non veg lene ki permission h.sushrut or charak ji ne likha hua h. Whole the Ayurveda CHIKITSA is full of different type of meat soups. Bakri, bhed, cow, Buffalo, murge, teetar, bater, mor, kabutar sab?
Swami Ram Swarup: My blessings to you. Ayurved mein Atharvaved ke mantron mein kahee herbs etc., se bani aushadhiyon aur beemariyon ka varnnan hai. Isliye Ayurved ko Atharvaved ka part nahin kaha ja sakta. Atharvaved Ishwar se utpann gyan hai aur Ayurved manushya kee likhee kitaab hai. Isliye bhi Ayurved ko Atharvaved ka part nahin kaha ja sakta. Isliye Ayurved mein kya kuchh likha hai, yeh us lekhak kee apnee marzi par nirbhar karta hai. Isse Atharvaved ka koi concern nahin hai.