R: Sat-sat pranam guruji..pichle char saal (4 years) se mein ek ladki se bhut pyar kerta hoon or vo bhi, magr aaj baat iss kader ho gayi hai ke vo mere alaava kissi or se bat kerti hai or mujhse nhi, mtlb vo ek tarah se mujhse door ho gayi hai. Mager mujhe iss bat ka bhut dukh hai jo ye galati mujhse hui hai..mein usse bilkul bhoolna chahta hoon mager nhi ho pa rhaa..jb mein sach mein usse pyar kerta hoon to vo mujhse door kyun ho rhi hai or mein ab usse bhool bhi nahin paa rha bhut koshish ker rhaa hoon..gayatri se aahuti bhi kerta hoon magr phir bhi bhut preshaan hoon…please mujhe sadbudhi do…or bhut-bhut maafi chahta hoon aisa prashan poochne ke liye..
Swami Ram Swarup: My blessings to you. Yeh aaj kal zyadatar pyaar physical charm par base karta hai isliye yeh temporary hota hai. Doosra, aisey pyaar ka yeh bhi matlab nahin ki ladka hamesha ke liye ladki ka ho gaya ya ladkee hamesha ke liye ladke kee ho gayee kyunki shaadi to huee nahin hotee. Isliye is case mein ladki azaad hai ki woh aapse baat karey ya na karey. Kyunki agar usey aapse sachha pyaar hota toh weh aapse hee baat kartee. Baat karna kabhi band nahin kartee. kyunki aapka uspe koi haq nahin hai, isliye aap uska khayal dil se nikaal dein aur prasann rahein. Yahee aapke liye achha hai. Aapko mera hardik ashirwad.

Sapna Sharma: Mahabharat kisne likha aur kyu?
Swami Ram Swarup: Mahabharat Granth Vyas Muniji ne likha hai jiske original shloka kewal 10,000 hain aajkal isme kai jhoote shloka insanon nein jod diye hain. Mahabharat Granth mein vedon dwara arth, dharm, kaam, Moksh ka gyan diya hai aur manushya ko ved marg par chalna chahiye aisa updesh diya hai.

Patient of schizophrenia: Namaste Swami ji Please tell me truth. I am patient of schizophrenia. God is just imagination of human beings. Souls exist, karma exist, may be mukti exist but God do not exist. because there is no direct cognizance of god. Samadhi is perhaps just a state of imagination. My Doctor has said to me that god is just an imagination. There is only Shabd Praman for existence of god. that’s it. Please avoid Lokaishna and tell me the ultimate truth.
Swami Ram Swarup: Namasteji. I think, I’ve explained about the existence of Almighty, Omnipresent God. May be you have not received the reply on this website, occasionally, I have also been giving detailed answer. There should not be any doubt regarding existence of Almighty God. Those who have doubt, are the ones who are ignorant of eternal Vedas’ knowledge and they even do not do Vedic worship daily, under the guidance of learned acharya of Vedas and Ashtang yog. Now, I tell you, Who gave the power to the mind to imagine? If soul, who is alive matter exists, karma exists, mukti exists then who controls souls and mukti and who give the result of deeds to the living beings. Person who says that Samadhi is a state of imagination, is the one who has not studied Vedas and Yog shastra wherein it is mentioned that Samadhi is attained when all our senses, perceptions, mind and intellect become dead. Because Yajurved mantra 40/4 states that God is not realized/got by means of our five senses, perceptions, mind and intellect all being non-alive matter, made of Prakriti. So, I request to give these questions and explanations to the doctor with a request to him to answer the same.